SEARCH RESULTS
Showing search results for "sulaa.ii"
Nazm MATCHES FOR "sulaa.ii"
Nazm
badan se puri aankh hai meri
aur ruKHsat kii tasviir banaa.ii
raat god me.n sulaa.ii
Sara Shagufta
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
haq maa.ngne vaalo.n ko jis din suulii na dikhaa.ii jaa.egii
vo sub.h kabhii to aa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
phir sulaa detii hai us ko hukmaraa.n kii saahirii
jaaduu-e-mahmuud kii taasiir se chashm-e-ayaaz
Allama Iqbal
Nazm
teri aawaz
chand gha.Diyo.n ke liye huu.n ki hamesha ke liye
mirii jaagii hu.ii raato.n ko sulaa jaa.e.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
muflisi
pyaasaa tamaam roz biThaatii hai muflisii
bhuukaa tamaam raat sulaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
online aashiq
text jab aashiq-e-barqii kaa aTak jaataa hai
taalib-e-shauq to suulii pe laTak jaataa hai
Khalid Irfan
Nazm
pahli aawaz
duur ik faaKHta bolii hai bahut duur kahii.n
pahlii aavaaz mohabbat kii sunaa.ii dii hai
Ahmad Faraz
Nazm
akele kamre mein
tum aa bhii jaa.o ki guzre hu.e dino.n kii tarah
sulag na jaa.e.n kahii.n hasrato.n kii tasviire.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
jugnu
ufuq pe Duubte din kii jhapaktii hai.n aa.nkhe.n
KHamosh soz-e-daruu.n se sulag rahii hai ye shaam!
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hasan kuza-gar(3)
ki jaise sub.h kii azaa.n sunaa.ii dii!
tamaam kuuze bante bante 'tuu' hii ban ke rah ga.e
Noon Meem Rashid
Nazm
hinDola
mire lahuu me.n abhii tak sunaa.ii detii hai.n
sukuut-e-huzn me.n bhii ghu.nghru.o.n kii jhankaare.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
chand mein pariyan rahti hain
sab bachcho.n ko sulaatii hai.n
aur phir KHvaab dikhaatii hai.n