SEARCH RESULTS
Showing search results for "sunsaan"
Nazm MATCHES FOR "sunsaan"
Nazm
is waqt to yun lagta hai
maanaa ki ye sunsaan gha.Dii saKHt ka.Dii hai
lekin mire dil ye to faqat ik hii gha.Dii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
teri aawaz
raat sunsaan thii bojhal thii.n fazaa kii saa.nse.n
ruuh par chhaa.e the be-naam Gamo.n ke saa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
o des se aane wale bata
maayuusii-o-hasrat taarii hai
sunsaan gharo.n par chhaavnii ke
Akhtar Shirani
Nazm
shikast
aur ab jab ki mirii ruuh kii pahnaa.ii me.n
ek sunsaan sii maGmuum ghaTaa chhaa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (4)
har ik husn ke raaz ko jaantii hai.n
ki ham ek sunsaan hujre kii us raat kii aarzuu hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
ban-bas
kuchh dino.n ke liye sunsaan saa lagtaa hogaa
aam ke baaG me.n bechain phirii hogii bahaar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
raat sunsan hai
mez chup-chaap gha.Dii band kitaabe.n KHaamosh
apne kamre kii udaasii pe taras aataa hai
Mustafa Zaidi
Nazm
iqbaal
sunsaan raahe.n KHalq se aabaad ho ga.ii.n
viiraan mai-kado.n kaa nasiiba sa.nvar gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jaane kyun aisa hun main
vahshat sii ho jaatii hai
gaa.nv jangal sunsaan jag.he.n
Abu Bakr Abbad
Nazm
main aur shahr
koTho.n kii mamTiyo.n pe hasii.n but kha.De hu.e
sunsaan hai.n makaan kahii.n dar khulaa nahii.n
Muneer Niyazi
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
jaise marqad ke sirhaane ko.ii KHaamosh charaaG
jaise sunsaan se maqtal kii saliib