SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarh-e-baag-e-taaza"
Nazm MATCHES FOR "tarh-e-baag-e-taaza"
Nazm
phir sham hui
baaG-e-aalam ke taaza shagufta guluu
be-niyaazaana mahkaa karo KHush raho
Ibn e Insha
Nazm
jaliyan-wala bagh
qaum kii ummiid ai baaG-o-bahaar
aastaa.n par tere sajde laakh baar
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
inqalab
vo kaarvaan-e-gul-e-taaza jis ke muzhde se
dimaaG-e-ishq mo.attar hai aur fazaa maamuur
Khurshidul islam
Nazm
taKHliq
jahaan-e-taaza kii afkaar-e-taaza se hai numuud
ki sang-o-KHisht se hote nahii.n jahaa.n paidaa
Allama Iqbal
Nazm
ek naghma karbala-e-beirut ke liye
beirut nigaar-e-bazm-e-jahaa.n
beirut badiil-e-baaG-e-jinaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
roTiyan
roTii na peT me.n ho to phir kuchh jatan na ho
mele kii sair KHvaahish-e-baaG-o-chaman na ho
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nazr-e-watan
barso.n ke baa'd aa.e hai.n baaG-e-vatan me.n ham
phir har kalii ko sajda-e-mastaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
sati
halkii halkii chaandnii kaifiyat-e-gul-gasht-e-baaG
vo lab-e-juu aah husn o ishq ke do shab charaaG
Suroor Jahanabadi
Nazm
lajwanti
jis ke pahluu me.n baaG-e-jannat hai
us ke pahluu se uTh ke aayaa huu.n