SEARCH RESULTS
Showing search results for "tijaarat"
Nazm MATCHES FOR "tijaarat"
Nazm
jawab-e-shikwa
ho niko naam jo qabro.n kii tijaarat kar ke
kyaa na bechoge jo mil jaa.e.n sanam patthar ke
Allama Iqbal
Nazm
lenin
zaahir me.n tijaarat hai haqiiqat me.n ju.aa hai
suud ek kaa laakho.n ke liye marg-e-mufaajaat
Allama Iqbal
Nazm
ai mere sare logo
na.ara-e-hubb-e-vatan maal-e-tijaarat kii tarah
jins-e-arzaa.n kii tarah diin-e-KHudaa kii baate.n
Ahmad Faraz
Nazm
nama-e-jaanan
Gairat-e-ishq ki kal maal-e-tijaarat me.n na thii
aaj dekho ki hai.n ambaar ke ambaar lage
Ahmad Faraz
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
ek mustaqbil-e-zarrii.n kii tijaarat ke liye
tuu mohabbat ke taqaddus ko bhii Thukraa.egii
Qateel Shifai
Nazm
rishwat
log ham se roz kahte hai.n ye aadat chho.Diye
ye tijaarat hai KHilaaf-e-aadmiyat chho.Diye
Josh Malihabadi
Nazm
tumne likkha hai
tum na maano to bhalaa kaun kahe kaun sune
pyaar puujaa hai parastish hai tijaarat to nahii.n
Prem Warbartani
Nazm
sab kuchh hai apne des mein roTi nahin to kya
har qism kii jadiid imaarat hamaare paas
har ek parda-daar-e-tijaarat hamaare paas
Shamsii Meenai
Nazm
ab KHub hansega diwana
bhus KHaalii peT me.n bhar na sakegaa
ko.ii tijaarat kar na sakegaa
Hafeez Jalandhari
Nazm
ek nazm
tuu ne har-chand garaa.n nirKH ye jalve beche
ye tijaarat bhii tujhe raas nahii.n aa.egii
Qateel Shifai
Nazm
zarurat-e-ittihad
na hii san.at na ab tijaarat hai
saarii aasuudgii vo Gaarat hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
karachi
adab bhii tijaarat vafaa bhii tijaarat
tijaarat kii dhun hai ha.nsii me.n KHushii me.n