SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaqf-e-kashmakash"
Nazm MATCHES FOR "vaqf-e-kashmakash"
Nazm
phir sham hui
dosto.n ne bhii chho.Dii hai.n dil-daariyaa.n
aaj vaqf-e-Gam-e-ulfat-e-raa.egaa.n
Ibn-e-Insha
Nazm
fikr
ba-ii.n in.aam-e-vafaa uf ye taqaaza-e-hayaat
zindagii vaqf-e-Gam-e-KHaak-nashiina.n kar de
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kaghaz ke phul
dil me.n ik vaqt-e-tarab-naak kaa armaan liye
KHud ko yuu.n vaqf-e-Gam-o-gardish-e-haalaat na kar
Fareed Ishrati
Nazm
lazzat-e-irfan
dil hai vaqf-e-rajaa-e-rahm-o-karam
jaa.n hai nazr-e-razaa-e-rabbaanii
Ze Khe Sheen
Nazm
yaum-e-mai
na hogii kabhii zindagii vaqf-e-maatam
fazaa.o.n me.n lahraa.egaa surKH parcham
Habib Jalib
Nazm
KHatun-e-mashriq
husn ho jaa.egaa jab auro.n kaa vaqf-e-KHaas-o-aam
diidanii hogaa tire KHalvat-kade kaa ehtimaam
Josh Malihabadi
Nazm
zindagi
zindagii larzaa.n KHudaa ke KHauf se
zindagii vaqf-e-gunah shaam-o-sahar
Mohammad Tanviruzzaman
Nazm
bulbul
use bhii vaqf-e-tamanna-e-yaar kar denaa!
nisaar-e-jalva-e-gul jaan-e-zaar kar denaa!
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
ishq-e-na-tamam
hijr-e-aalam pe chhaayaa thaa kuchh is tarah
vasl ke KHvaab vaqf-e-du.aa ho ga.e
Khursheed Akbar
Nazm
kahan hai aa ja
roz-o-shab muntazir-e-diid-e-ruKH-e-yaar huu.n mai.n
dil hai vaqf-e-Gam-e-aalaam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
barsat
sargarm-e-naaz ko.ii vaqf-e-niyaaz ko.ii
hai.n josh par uma.nge.n charche hai.n aashiqii ke