SEARCH RESULTS
Showing search results for "aasiyaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aasiyaa"
Nazm
raqs
ek mub.ham aasiyaa ke daur hai.n
kaisii sar-garmii se Gam ko rau.ndtaa jaataa huu.n mai.n!
Noon Meem Rashid
Ghazal
Meer Anees
Ghazal
jab ek saa.ns ghuse saath ek note pise
nizaam-e-zar kii hasii.n aasiyaa jo tuu chaahe
Majeed Amjad
Ghazal
ye kah ke phirtii hai din raat aasiyaa-e-falak
mile to KHirman-e-mah de ke luu.n mai.n daana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
PAGE MATCHES FOR "aasiyaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aasiyaa"
Ghazal
piisegaa ustuKHvaa.n asar-e-iztiraab-e-dil
'aalam ab aasiyaa kaa hai sa.ng-e-mazaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Mazahiya
usiyaa rahaa hai vo jo Gariibii kii os me.n
pakvaan pak rahe hai.n usii ke pa.Dos me.n
Saghar Khayyami
Ghazal
'saaqib' KHabar na thii ki falak me.n hai.n gardishe.n
mai.n aa ke daana-e-dahn-e-aasiyaa hu.aa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
mai.n to huu.n ai taala-e-bargashta dilbar se judaa
aur patthar aasiyaa kaa ho na patthar se judaa
Shah Naseer
Ghazal
mai.n to pahle hii se nazr-e-aasiyaa-e-charKH thaa
ishq ne rakh dii mire siine pe ik sil aur bhii








