SEARCH RESULTS
Showing search results for "andoh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "andoh"
Nazm
daraKHt-e-zard
nazar se duur manzar kaa sar-o-saamaan-e-sarvat ho
hamaarii umr kaa qissa hisaab andoz-e-aanii hai
Jaun Eliya
Sher
Muztar Khairabadi
Nazm
aaKHiri KHat
aur had se guzar jaa.egaa andoh-e-nihaanii
thak jaa.e.ngii tarsii hu.ii naakaam nigaahe.n
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "andoh"
Ghazal
Gam-o-Gussa o ranj-o-andoh-o-hirmaa.n
hamaare bhii hai.n mehrbaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jaatii hai ko.ii kashmakash andoh-e-ishq kii
dil bhii agar gayaa to vahii dil kaa dard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
nahii.n hai taab-o-tavaa.n kii judaa.ii kaa andoh
ki naa-tavaanii bahut hai mizaaj-daa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n ne chaahaa thaa ki andoh-e-vafaa se chhuuTuu.n
vo sitamgar mire marne pe bhii raazii na hu.aa
Mirza Ghalib
Nazm
hasan kuza-gar (4)
kis se iifaa hu.e andoh ke aadaab kabhii
aarzu.e.n kabhii paayaab to saryaab kabhii
Noon Meem Rashid
Ghazal
sarguzisht apnii kis andoh se shab kahtaa thaa
so ga.e tum na sunii aah kahaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil ke maaro.n kaa na kar Gam ki ye andoh-nasiib
zaKHm bhii dil me.n na hotaa to karaahe jaate
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
pahluu-tahii na kar Gam-o-andoh se 'asad'
dil vaqf-e-dard kar ki faqiiro.n kaa maal hai
Mirza Ghalib
Nazm
kali diwar
aas-paas to jam.a hu.aa thaa KHilqat kaa amboh
sab kii aa.nkho.n me.n sannaaTaa chehro.n par andoh
Ahmad Faraz
Ghazal
kis kaa dil hai ki sune qissa-e-furqat meraa
kaun hai jo mire andoh-e-nihaa.n tak pahu.nche