SEARCH RESULTS
Showing search results for "andoh"
Nazm MATCHES FOR "andoh"
Nazm
daraKHt-e-zard
hamaarii umr kaa qissa hisaab andoz-e-aanii hai
zamaanii zad me.n zan kii ik gumaan-e-laazimaanii hai
Jaun Eliya
Nazm
aaKHiri KHat
aur had se guzar jaa.egaa andoh-e-nihaanii
thak jaa.e.ngii tarsii hu.ii naakaam nigaahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (4)
kis se iifaa hu.e andoh ke aadaab kabhii
aarzu.e.n kabhii paayaab to saryaab kabhii
Noon Meem Rashid
Nazm
kali diwar
aas-paas to jam.a hu.aa thaa KHilqat kaa amboh
sab kii aa.nkho.n me.n sannaaTaa chehro.n par andoh
Ahmad Faraz
Nazm
aa jaana
jahaa.n kaa zarra zarra yaas barsaa.e to aa jaanaa
dar-o-diivaar par andoh chhaa jaa.e to aa jaanaa
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
zindagi ka waqfa
aur andoh ta.assuf KHushii aalaam nashaat
KHud ko sau naamo.n se bahlaate raho chalte raho
Akhtarul Iman
Nazm
dard-e-mushtarak
dekh is daur me.n aivaan-e-mohabbat ke liye
kaisii kaisii Gam-o-andoh kii buniyaade.n hai.n
Qateel Shifai
Nazm
idhar bhi aa
aa, aur bigul kaa naGma-e-''jaa.n-aafrii.n'' bhii sun
aa, be-kaso.n kaa naala-e-andoh-gii.n bhii sun
Asrarul Haq Majaz
Nazm
wo ishq jo hum ko lahiq tha
duniyaa-e-nashaat-o-dard kii lai
andoh o alam kaa ik aalam
Sajida Zaidi
Nazm
gard-baad
aahista aahista u.Daan andoh me.n badlii
aur ab logo.n ke qadmo.n me.n ko.ii vaamaa.nda-gard
Akhtar Usman
Nazm
jafa-e-dil-shikan
sadma hai andoh ke aazaar kaa
dil fasurda-haal hai biimaar kaa
Gulam Dastgeer Mubeen
Nazm
ek sharminda nazm
ai sadiyo.n kaa andoh liye lamhe ab mujh par bhii muTThii bhar sahar chhi.Dak
bas ek jhalak dikhlaa