SEARCH RESULTS
Showing search results for "banda-e-dargaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "banda-e-dargaah"
Naat
aasmaa.n vaale jhuke.nge us kii 'izzat ke liye
banda-e-dargaah-e-ahmad jo bashar ho jaa.egaa
Mahwi Siddiqi
Ghazal
sheKH saahab aap ko but-KHaane me.n laayaa 'muniir'
piir-o-murshid banda-e-dargaah ne dhokaa diyaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
agar vo fitna jo tujh se mile 'haatim' to kah diijo
ki mansuube tire sab banda-e-dargaah jaane hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
jo raa.nda-e-dargaah the vo taKHt-nashii.n hai.n
me'yaar-e-faqiirii nahii.n daryuuza-garii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "banda-e-dargaah"
Ghazal
us kaa kyaa Thiik ki logo.n ne ba-yak-vaqt 'jamaal'
sar-e-mai-KHaana-o-dargaah use dekhaa thaa
Jamal Ehsani
Mazahiya
puraane chor na.e chor KHaandaanii chor
zamii.n ke raa.nda-e-dargaah aasmaanii chor
Dilawar Figar
Ghazal
ham banda-e-be-yaar-o-madadgaar the KHaamosh
KHaamosh rahaa kuucha-e-qaatil me.n KHudaa tak
Moid Rasheedi
Sher
ham banda-e-be-yaar-o-madadgaar the KHaamosh
KHaamosh rahaa kuucha-e-qaatil me.n KHudaa tak
Moid Rasheedi
Ghazal
banda-e-aalam-e-KHaraab huu.n mai.n
zindagaanii kaa inqalaab huu.n mai.n
Syed Aneesuddin Ahmad Rizvi Amrohvi
Ghazal
be-fikr rahe banda-e-naqaab-e-ruKH-e-jaanaa.n
ham se kabhii qufl-e-dar-e-gulzaar na TuuTe
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
aaj bhii hai kohkan banda-e-be-daam-e-zar
ishq Gariib-ud-dayaar dekhiye kab tak rahe
Mujeeb Khairabadi
Ghazal
jism kii gosha-nashiinii aur kitne roz hai
banda-e-rabb-e-alii ko laa-makaanii chaahiye
Ahmad Jahangir
Nazm
inqilab
raa.nda-e-dargaah hai.n kibr-o-Guruur
KHaaksaarii hii hu.ii hai baaryaab
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
ye bandagii KHudaa.ii vo bandagii gadaa.ii
yaa banda-e-KHudaa ban yaa banda-e-zamaana
Allama Iqbal
Ghazal
diid ke badle sadaa diida-e-tar rakkhaa hai
ham ko kyuu.n raa.nda-e-dargaah-e-nazar rakkhaa hai
Saleem Figar
Ghazal
banda-e-KHaak-nashiinaan-e-mohabbat huu.n 'ravish'
KHaak ko masnad-e-aashufta-saraa.n kahtaa huu.n
Ravish Siddiqi
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
yaad kar ke tujhe mazluum-e-vatan ro.e.nge
banda-e-rasm-e-jafaa chain se ab so.e.nge