SEARCH RESULTS
Showing search results for "banda-e-dargaah"
Nazm MATCHES FOR "banda-e-dargaah"
Nazm
ghaalib
baalaa teraa maqaam duniyaa-e-sher me.n
'urfii' bhii ek banda-e-halqa-e-ba-gosh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
yaad kar ke tujhe mazluum-e-vatan ro.e.nge
banda-e-rasm-e-jafaa chain se ab so.e.nge
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hindostani leader
banda-e-hirs-o-havas Gaddaar matlab-aashnaa
paise kii KHaatir vatan ko bechne vaale bataa
Shatir Hakeemi
Nazm
inqilab
raa.nda-e-dargaah hai.n kibr-o-Guruur
KHaaksaarii hii hu.ii hai baaryaab
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Nazm
leader
aur sub.h ko vo banda-e-aGraaz-o-maqaasid
sar KHam kiye darbaar-e-minister me.n milegaa
Raza Naqvi Vahi
Nazm
kahan hai aa ja
raahat-e-banda-e-be-daam kahaa.n hai aa jaa
paikar-e-husn sar-e-baam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
munajat
is jabiin-e-shauq me.n sajde ta.Dapte hai.n
magar mai.n raa.nda-e-dargaah jab sajde me.n jaataa huu.n
Salman Basit
Nazm
kaun si uljhan ko suljhate hain ham?
shaam se the hasrato.n ke banda-e-be-daam ham
pii rahe the jaam par har jaam ham
Noon Meem Rashid
Nazm
subh hai ya sham hai
husn afzuu.n ho gayaa zulfe.n jo un kii kaT ga.ii.n
ab jise dekho unhii kaa banda-e-be-daam hai
ismatullah ismat beg
Nazm
bedari
jis banda-e-haq-bii.n kii KHudii ho ga.ii bedaar
shamshiir kii maanind hai burinda-o-burraaq
Allama Iqbal
Nazm
gopal mittal dehli ke nam
phir Gaib sabab kyuu.n
is banda-e-naachiiz pe taKHfiif-e-karam hai
Raza Naqvi Vahi
Nazm
masjid-e-qurtuba
haath hai allaah kaa banda-e-momin kaa haath
Gaalib o kaar-aafrii.n kaar-kushaa kaarsaaz
Allama Iqbal
Nazm
guru-nanak dev ji
badii se shaam-o-sahar jang-aazmaa honaa
KHudaa se duur na ai banda-e-KHudaa honaa
Darshan Singh
Nazm
hubb-e-watan
ai dil ai banda-e-vatan hoshiyaar
KHvaab-e-Gaflat se ho zaraa bedaar