SEARCH RESULTS
Showing search results for "e'timaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "e'timaad"
Ghazal
husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ii bul-havas kii sharm
apne pe e'timaad hai Gair ko aazmaa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
diivaar jaantaa thaa jise mai.n vo dhuul thii
ab mujh ko e'timaad kii daavat na de ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
jis din se e'timaad me.n aayaa tiraa shabaab
us din se tujh pe zulm hii Dhaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
PAGE MATCHES FOR "e'timaad"
Tags
Animal
Animal
MORE MATCHES FOR "e'timaad"
Ghazal
mujhe tumhaarii nigaaho.n pe e'timaad nahii.n
mire qariib na aa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Saghar Siddiqui
Nazm
KHuda wo waqt na lae
fareb-e-vaada-e-fardaa pe e'timaad kare
KHudaa vo vaqt na laa.e ki tujh ko yaad aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bas intihaa hai chho.Diye bas rahne diijiye
KHud apne e'timaad se sharmaa gayaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
hausla detaa hu.aa saa mujh ko meraa e'timaad
be-yaqiinii dil me.n paidaa Dar pe Dar kartii hu.ii
Jahangeer nayab
Sher
har shaKHs par kiyaa na karo itnaa e'timaad
har saaya-daar shai ko shajar mat kahaa karo
Muzaffar Warsi
Ghazal
ye chaara-gar hai.n ki ik ijtimaa-e-bad-zauqaa.n
vo mujh ko dekhe.n tirii zaat se judaa kar ke





