SEARCH RESULTS
Showing search results for "haivaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haivaan"
Nazm
lenin
europe me.n bahut raushni-e-ilm-o-hunar hai
haq ye hai ki be-chashma-e-haivaa.n hai ye zulmaat
Allama Iqbal
Sher
aadamiyyat aur shai hai ilm hai kuchh aur shai
kitnaa tote ko pa.Dhaayaa par vo haivaa.n hii rahaa
Shaikh Ibrahim Zauq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "haivaan"
Ghazal
insaan me.n haivaan yahaa.n bhii hai vahaa.n bhii
allaah nigahbaan yahaa.n bhii hai vahaa.n bhii
Nida Fazli
Nazm
ai ishq kahin le chal
ek aisii jagah jis me.n insaan na baste ho.n
ye makr o jafaa-pesha haivaan na baste ho.n
Akhtar Shirani
Nazm
apni malka-e-suKHan se
tere labo.n se chashma-e-haivaa.n miraa kalaam
terii laTo.n se mauja-e-tuufaa.n miraa kalaam
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
kahiye hubb-e-vatan isii ko agar
ham se haivaa.n nahii.n hai.n kuchh kam-tar
Altaf Hussain Hali
Nazm
ban-bas
aaj tak paa na sakaa chashma-e-aab-e-haivaa.n
us ko suuraj bhii mile hai.n to siyaahii ban kar
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
gadaa-e-mai-kada kii shaan-e-be-niyaazii dekh
pahu.nch ke chashma-e-haivaa.n pe to.Dtaa hai subuu