SEARCH RESULTS
Showing search results for "khudaavand"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khudaavand"
Marsiya
kyaa aa.ii aaj vahii-e-KHudaavand-e-do-jahaa.n
honaa hai jo husain pe mujh se karo bayaa.n
Meer Anees
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo ham se KHud apne amal se
KHudaa-vand ban kar KHudaa.o.n ke maanind hai ruu-e-gardaa.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
lenin
mashriq ke KHudaavand safedaan-e-ra.ngii
maGrib ke KHudaavand daraKHshanda filizzaat
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khudaavand"
Ghazal
go is kii KHudaa.ii me.n mahaajan kaa bhii hai haath
duniyaa to samajhtii hai fara.ngii ko KHudaavand
Allama Iqbal
Ghazal
hairaa.n hai jabii.n aaj kidhar sajda ravaa hai
sar par hai.n KHudaavand sar-e-arsh KHudaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nazr maa.nge jo gulistaa.n se KHudaa-vand-e-jahaa.n
saaGar-e-mai me.n liye KHuun-e-bahaaraa.n chaliye
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
izhaar aur rasai
aab o rang o KHat o mehraab kaa paivand kabhii
aur bantaa hai ma.aanii kaa KHudaavand kabhii
Noon Meem Rashid
Non prevalent ghazals
tum ho but phir tumhe.n pindaar-e-KHudaa.ii kyo.n hai
tum KHudaavand hii kahlaa.o KHudaa aur sahii
Mirza Ghalib
Nazm
jashn-e-id
ba.Daa Gazab hai KHudavand-e-kausar-o-tasniim
ki roz-e-'iid bhii tabqo.n kaa imtiyaaz rahaa