SEARCH RESULTS
Showing search results for "khudaavand"
Nazm MATCHES FOR "khudaavand"
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo ham se KHud apne amal se
KHudaa-vand ban kar KHudaa.o.n ke maanind hai ruu-e-gardaa.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
lenin
mashriq ke KHudaavand safedaan-e-ra.ngii
maGrib ke KHudaavand daraKHshanda filizzaat
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
du.aa ye kar ki KHudaavand-e-aasmaan-o-zamii.n
kare phir us kii ziyaarat se shaadmaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
izhaar aur rasai
aab o rang o KHat o mehraab kaa paivand kabhii
aur bantaa hai ma.aanii kaa KHudaavand kabhii
Noon Meem Rashid
Nazm
jashn-e-id
ba.Daa Gazab hai KHudavand-e-kausar-o-tasniim
ki roz-e-'iid bhii tabqo.n kaa imtiyaaz rahaa
Shakeb Jalali
Nazm
israfil ki maut
marg-e-israafiil par aa.nsuu bahaa.o
vo KHudaa.o.n kaa muqarrab vo KHudaavand-e-kalaam
Noon Meem Rashid
Nazm
daricha
har ek vasl-e-KHudaa-vand kii uma.ng liye
kisii pe karte hai.n abr-e-bahaar ko qurbaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jagir
mai.n KHudaavand huu.n us vus.at-e-be-paayaa.n kaa
mauj-e-aariz bhii mirii nik.hat-e-gesuu bhii mirii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ganw ki saDak
ki jis kii KHaak me.n qudrat hai kiimiyaa.ii kii
ye naaibaan-e-KHudaavand-e-arz kaa maskan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
eid ki KHaridari
KHudaavand-e-do-aalam se vo ye bevpaar karte hai.n
jo rakkhaa hii nahii.n roza use iftaar karte hai.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
magar main KHuda se kahunga
magar mai.n KHudaa se kahuu.ngaa
KHudaa-vand! merii sazaa tuu kisii aur ko de