SEARCH RESULTS
Showing search results for "maabad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maabad"
Nazm
hasan kuza-gar (4)
jazb kartaa rahaa thaa
ki har aane vaale kii aa.nkho.n ke maabad pe jaa kar cha.Dhaa.uu.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
aamad-e-KHat se na kar KHanda-e-shiirii.n ki mabaad
chashm-e-mor aa.iina-e-dil nigaraanii maa.nge
Mirza Ghalib
Nazm
KHak-e-hind
'gautum' ne aabruu dii is ma.abad-e-kuhan ko
'sarmad' ne is zamii.n par sadqe kiyaa vatan ko
Chakbast Braj Narayan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maabad"
Nazm
dilli se wapsi
ma.abad-e-husn-o-mohabbat baargaah-e-soz-o-saaz
tere but-KHaane hasii.n tere kaliisaa dil-navaaz
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
aa.o ta.amiir kare.n apnii vafaa kaa ma.abad
ham na masjid ke liye hai.n na shivaalo.n ke liye
Farigh Bukhari
Ghazal
umr-e-maa-ba.ad agar tere alaava kuchh hai
phir to mai.n ab bhii nahii.n aur dobaaraa bhii nahii.n
Abbas Tabish
Ghazal
tum ne ma.abad dekhe ho.nge ye aa.ngan hai yahaa.n
ek charaaG bhii jaltaa rakhnaa kitnaa mushkil hai

