SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauj-e-khushbuu-e-gazal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mauj-e-khushbuu-e-gazal"
Ghazal
mauj-e-KHushbuu-e-Gazal be-ra.ngii-e-ruu-e-Gazal
ik tire aane kaa hai naam ik tire jaane kaa naam
Kaleem Aajiz
Sher
raat ko jab yaad aa.e terii KHushbu-e-qabaa
tere qisse chhe.Dte hai.n raat kii raanii se ham
Abbas Tabish
Ghazal
Zakia Ghazal
PAGE MATCHES FOR "mauj-e-khushbuu-e-gazal"
MORE MATCHES FOR "mauj-e-khushbuu-e-gazal"
Ghazal
jo gard saath na u.Dtii safar na yuu.n kaTtaa
Gubaar-e-raahguzar mauj-e-baal-o-par niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
be-karaa.n huu.n mai.n samundar kii tarah
mauj-e-shabnam qad miraa naapegii kyaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye kaun rauzan-e-zindaa.n se jhaa.nktaa hai 'Gazal'
ye kaun qaid hu.aa be.Diyaa.n banaate hu.e
Zakia Ghazal
Ghazal
KHvaabo.n ke zaKHm aa.nkh se risne lage 'Gazal'
ye dard-e-jaa.n bhii qalb-e-hazii.n ke nahii.n rahe
Zakia Ghazal
Ghazal
Zakia Ghazal
Ghazal
be-zamiinii kii KHalish kaa.nch sii chubhtii hai 'Gazal'
aur ye Gam Gam-e-pindaar hu.aa jaataa hai
Zakia Ghazal
Ghazal
KHvaabo.n ke zaKHm aa.nkh se risne lage 'Gazal'
ye dard-e-jaa.n bhii qalb-e-hazii.n ke nahii.n rahe

