SEARCH RESULTS
Showing search results for "miqdaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "miqdaar"
Qita
suruur chiiz kii miqdaar par nahii.n mauquuf
sharaab kam hai to saaqii nazar milaa ke pilaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ye mirii maut ke asbaab me.n likkhaa hu.aa hai
KHuun me.n ishq kii miqdaar ziyaada niklii
Umair Najmi
Ghazal
na kah ki girya ba-miqdaar-e-hasrat-e-dil hai
mirii nigaah me.n hai jam-o-KHarch dariyaa kaa
Mirza Ghalib
Mazahiya
kaun se aale se dekhe.n husn-e-jaanaana likho
husn kii miqdaar jo naape vo paimaana likho
Dilawar Figar
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
miqdaar
मिक़दार مِقدار
quantity, estimate, guess, assessment, evaluation, measurement, calculation, valuation
Arabic
MORE MATCHES FOR "miqdaar"
Ghazal
aap kii baato.n me.n aa kar jaan se to jaa chuke
ab to in me.n zahr kii miqdaar kam kar diijiye
Rajesh Reddy
Nazm
pand-nama
vahii insaa.n hai KHurram-o-KHursand
jo hai miqdaar o vaqt kaa paaband
Josh Malihabadi
Nazm
ek manzum KHat
note me.n ek hii rang-o-maz.hab ke logo.n me.n jo
zar kii miqdaar kaa farq hai vo nahii.n aa.egaa
Shoaib Kiani
Ghazal
nashsha nahii.n paimaana aa.nkhe.n nahii.n dil dekho
miqdaar salaamat hai me.aar salaamat hai
Atif tauqeer
Ghazal
haasil hu.ii bhii aql-e-falaatuu.n agar to kyaa
chaltii nahii.n kisii kii muqaddar ke ruu-ba-ruu
Dagh Dehlvi
Ghazal
dil jalaa phir KHud jale phir saarii duniyaa jal uThii
soz laa.e the ba-miqdaar-e-par-e-parvaana ham
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ye mirii maut ke asbaab me.n likkhaa hogaa
KHuun me.n 'ishq kii miqdaar ziyaada niklii
Umair Najmi
Ghazal
ye qurb o bod ba-miqdaar-e-shauq saalik hai.n
jise tuu duur samajhtaa hai duur kuchh bhii nahii.n
Jalaluddin Akbar
Ghazal
is ahd me.n hai pyaar kii miqdaar ba.Dh ga.ii
ik shaKHs pyaar karne lagaa chaar chaar se
Rana Abdurrab
Ghazal
vahaa.n ham aarzuu-e-KHvaab-e-aish kyaa karte
jahaa.n qayaam ba-miqdaar-e-KHvaab ho na sakaa














