SEARCH RESULTS
Showing search results for "surma-e-muft-e-nazar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "surma-e-muft-e-nazar"
Ghazal
surma-e-muft-e-nazar huu.n mirii qiimat ye hai
ki rahe chashm-e-KHariidaar pe ehsaa.n meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn e Insha
PAGE MATCHES FOR "surma-e-muft-e-nazar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "surma-e-muft-e-nazar"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
is aa.ine me.n ko.ii aks yuu.n na ubhregaa
nazar se silsila-e-daanish-e-nazar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye kyaa KHabar thii ki ai ranj-e-raa.egaa.n-nafsii
dhu.aa.n bhii siina-e-ahl-e-nazar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
chalo achchhaa hii hu.aa muft luTaa dii ye jins
ham ko miltaa sila-e-husn-e-nazar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
yahaa.n shu.uur ke naaKHun to ham bhii rakhte hai.n
magar ye uqda-e-fikr-o-nazar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
zindagii apnii nazar aane lagii sirf saraab
kabhii guzre jo dil-e-zaar ke viiraane se
A G Josh
Ghazal
ek big.Dii hu.ii tamsiil hai.n saare chehre
ko.ii manzar nahii.n meyaar-e-nazar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ajab shai hai 'fazaa' zehn o nazar kii ye asiirii bhii
musalsal dekhte rahnaa baraabar sochte rahnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ise na kyuu.n tirii dildaarii-e-nazar kahiye
vo neshtar jo dil-e-paash-paash me.n Duubaa