SEARCH RESULTS
Showing search results for "tadabbur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tadabbur"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
lenin
ye 'ilm ye hikmat ye tadabbur ye hukuumat
piite hai.n lahuu dete hai.n taaliim-e-musaavaat
Allama Iqbal
Ghazal
gunaah-e-jur.at-e-tadbiir kar rahaa huu.n mai.n
ye kis qimaash kii taqsiir kar rahaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tadabbur"
Sher
dilo.n ke biich kii diivaar gir bhii saktii thii
kisii ne kaam liyaa hii nahii.n tadabbur se
Nusrat Gwaliari
Ghazal
banaa ke fikr-o-tadabbur ko KHaadim-e-insaa.n
muqaddaraat ke chhakke chhu.Daa diye ham ne
Akhtar Ansari
Nazm
ishq
ishq idraak-o-tadabbur ke kamaalaat kaa naam
ishq ehsaas kaa ma.asuumii-e-jazbaat kaa naam
Anwar Abbas
Nazm
nur-jahan
duniyaa-e-tadabbur me.n thii yaktaa-e-zamaana
haath us ke the aur un me.n hukuumat kii inaa.n thii
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
qismat kii baat kar na muqaddar kii baat kar
husn-e-amal kii husn-e-tadabbur kii baat kar
Azam Jalalabadi
Ghazal
hikmate.n fikr-o-tadabbur me.n rakhii hai.n 'jaazib'
falsafa sho'la-bayaanii se nikal aayaa hai
Akram Jazib
Ghazal
tuufaan tadabbur hai gahraa.ii tadabbur kii
mai.n ne tah-e-dariyaa se saahil ko ubhaaraa hai