SEARCH RESULTS
Showing search results for "ارباب_خرد"
Ghazal MATCHES FOR "ارباب_خرد"
Ghazal
kyuu.n bhaTaktii phir rahe hai.n aaj arbaab-e-KHirad
kyaa junuu.n ke raaste me.n aagahii diivaar hai
Syed Meraj Jami
Ghazal
kyaa ho gayaa is daur ko arbaab-e-KHirad ko
pa.Dne lage aqlo.n pe rivaayaat ke patthar
Zaheerunnisa Nigar
Ghazal
arbaab-e-KHirad ko hai ba.Daa naaz KHirad par
tuu un ko bhii diivaana banaane ke liye aa
Ramz Afaqi
Ghazal
mujh se is baat pe naaraaz hai.n arbaab-e-KHirad
baat aa.ii hu.ii ho.nTo.n pe aTak jaatii hai
Altaf Parwaz
Ghazal
vo hai mere liye aaGaaz-e-safar kii suurat
jis ko arbaab-e-KHirad apnaa makaa.n jaante hai.n
Imtiyaz Nadeem
Ghazal
aise itraate hai.n arbaab-e-KHirad ai 'manshaa'
un ke hii haatho.n me.n tanziim-e-jahaa.n hai jaise
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
chhiinaa hai sukuu.n dahr kaa arbaab-e-KHirad ne
hai.n ahl-e-junuu.n morid-e-ilzaam abhii tak
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
Dr. Fauq Kareemi
Ghazal
arbaab-e-KHirad laakh subuk-gaam ho.n lekin
be-faiz-e-junuu.n raah-e-talab paa nahii.n sakte
Shakeel Badayuni
Ghazal
is daur-e-pur-aashob ke andaaz to dekho
arbaab-e-KHirad ahl-e-junuu.n dono.n hai.n maGmuum
Ameen Tabish
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
Siraj Lakhnavi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
nigaah-e-yaar jise aashnaa-e-raaz kare
vo apnii KHuubi-e-qismat pe kyuu.n na naaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
arbaab-e-junuu.n me.n hai.n kuchh ahl-e-KHirad shaamil
har ek musaafir se manzil ko na puuchhaa kar