SEARCH RESULTS
Showing search results for "مٹائی"
Ghazal MATCHES FOR "مٹائی"
Ghazal
pahchaan apnii ham ne miTaa.ii hai is tarah
bachcho.n me.n ko.ii baat hamaarii na aa.egii
Bashir Badr
Ghazal
banaa banaa ke jo duniyaa miTaa.ii jaatii hai
zaruur ko.ii kamii hai ki paa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
apne maathe kii shikan tum se miTaa.ii na ga.ii
apnii taqdiir ke bal ham se nikaale na ga.e
Jaleel Manikpuri
Ghazal
dil pe thii sabt jo tahriir miTaa.ii na ga.ii
kis kii tasviir thii tasviir bhulaa.ii na ga.ii
Nasir Shahzad
Ghazal
dho.ii kyuu.n ashk ke tuufaan se lauh-e-mahfuuz
sar-navisht apnii hii 'naasiKH' ne miTaa.ii hotii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Zubair Farooq
Ghazal
be-rabtiyo.n ne 'qadr' miTaa.ii jo rabt kii
hai gosht ko bhii apne na ab ustuKHvaa.n se rabt
Qadr Oraizi
Ghazal
ko.ii shikva na shikaayat na gila hai tum se
apne hii haath se hastii bhii miTaa.ii ham ne
Bubbles Hora Saba
Ghazal
diyaa hai raastaa phir se na.e KHayaalo.n ko
miTaa.ii zehn se tasviir aap kii mai.n ne
Ghazala Tabassum
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
na kahaa thaa ki tuu qaatil ho miraa mai.n maqtuul
sarnavisht apnii kisii hii se miTaa.ii na ga.ii
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
aasaa.n na thaa guzarnaa kuchh raah-e-aashiqii se
hastii miTaa.ii apnii apnii hii jaa.n se khele
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Dharmpal Aaqil
Ghazal
baraabarii ke jo da.ave kare hai.n vo sun le.n
miTaa.ii kokh me.n jaatii hai.n beTiyaa.n ab bhii