SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ाम-ख़याली"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ाम-ख़याली"
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
gharau.nde ret ke ban ban ke miTte jaate hai.n
gumaan-e-KHaam-KHayaalii KHayaal-e-KHaam nahii.n
Zia Fatehabadi
Ghazal
ab umr na mausam na vo raste ki vo palTe
is dil kii magar KHaam-KHayaalii nahii.n jaatii
Wasi Shah
Ghazal
ret hai suuraj hai vus.at hai tanhaa.ii
lekin naa.n is dil kii KHaam-KHayaalii jaa.e
Ambarin Salahuddin
Ghazal
andhii ye aa.nkh dekhne vaalii na ho kahii.n
duniyaa hamaarii KHaam-KHayaalii na ho kahii.n
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
aksar tasavvuraat me.n u.Dtaa rahaa huu.n mai.n
kaam aa ga.ii ye KHaam-KHayaalii kabhii kabhii
Aslam Saifi
Ghazal
KHvaabo.n kii baat aa.nkho.n se Taalii nahii.n ga.ii
ik shab bhii merii KHaam-KHayaalii nahii.n ga.ii
Alka Mishra
Ghazal
ye tirii KHaam-KHayaalii hai ki ham mahfil me.n
mu.nh uThaa.e chale aa.e.nge chale jaa.e.nge
Shabbir Shahid
Ghazal
KHud ko samjhaa sab se ba.Dh kar kaar-guzaar
thii ye apnii KHaam-KHayaalii karte kyaa
Anjum Azimabadi
Ghazal
aa.ina mai.n ne sar-e-raahguzar rakhaa hai
taaki ahbaab kii kuchh KHaam-KHayaalii jaa.e
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
aap kii KHaam-KHayaalii hai faqat hazrat-e-dil
vo 'adaavat bhii nahii.n rakhte mohabbat kaisii
Hajir Dehlwi
Ghazal
jhag.De bhii kahii.n rashk-e-raqaabat ke miTe hai.n
ulfat me.n kabhii KHaam-KHayaalii bhii ga.ii hai
Muztar Khairabadi
Ghazal
vo bhii mere liye kuchh sochtaa hai sochtaa huu.n
kaise dil se mire ye KHaam-KHayaalii jaa.e
Aurang zeb
Ghazal
uljhan kaa sulajh jaanaa ik KHaam-KHayaalii thii
jab Gaur kiyaa ham ne ik pech nayaa niklaa
Hilal Fareed
Ghazal
ye mirii KHaam-KHayaalii hai haqiiqat ye hai
vo bhii qaatil hai faqat vaar nayaa lagtaa hai
Maaz Aiz
Ghazal
phuul to mil gayaa KHushbuu na magar haath lagii
us ko paane kaa junuu.n KHaam-KHayaalii niklaa
Gulzar Bukhari
Ghazal
be-KHayaalii na rahe KHaam-KHayaalii se bacho
dil me.n bas jaa.e jo un kaa hii KHayaal achchhaa hai