SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahaata"
Ghazal MATCHES FOR "ahaata"
Ghazal
ek aa.nsuu me.n tire Gam kaa ahaata karte
umr lag jaa.egii is buu.nd ko dariyaa karte
Asim Wasti
Ghazal
kotaahii-e-nazar se ahaata na ho sakaa
milne ko yuu.n milaa hai buto.n me.n KHudaa mujhe
Ehsan Danish
Ghazal
us kii had-e-kamaal ta.ayyun na kar sake
ahl-e-KHirad ne us kaa ahaata kyaa bahut
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
jaane ko huu.n ahaata-e-aalam se duur-tar
bas chand roz tum ko nazar aa rahaa huu.n mai.n
Baldev Raaj
Ghazal
nafas-e-baad-e-sabaa haath na aa.egaa kabhii
gul kii u.Dtii hu.ii KHushbuu kaa ahaata na karo
Hameed Almas
Ghazal
dha.Dkane.n apne ahaata se nikal aa.ii hai.n
aisaa lagtaa hai ki nazdiik hai.n aane vaale
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
Hamid Iqbal Siddiqui
Ghazal
kyuu.n bhaTaktii sahraa me.n ghar bhii ik KHaraaba thaa
be-nishaa.n udaasii kaa be-amaa.n ahaata thaa
Sadiya Roshan Siddiqui
Ghazal
fikr kii shakl ko kaaGaz pe utaaruu.ngaa kabhii
zehn me.n uThte KHayaalo.n kaa ahaata kar ke
Ayyub Khan Bismil
Ghazal
mere liye zamiin bhii aur ye aasmaan bhii
ziist ke is ahaata me.n tum ne mujhe pha.nsaa diyaa
Usha Shafaq
Ghazal
kaisaa hai mirii zaat kaa bikhraa.o ki 'raahat'
sahraa mirii vus.at kaa ahaata nahii.n kartaa
Rahat Hasan
Ghazal
har ek harf se ik tishnagii sii ristii hai
ahaata kartii hai.n kyaa ye sutuur dariyaa kaa
Rashid Imkan
Ghazal
bas us ke chashm-o-lab kaa ahaata na ho sakaa
vaise badan kaa zikr maqaale me.n aa gayaa
Riyaz Saghar
Ghazal
Ainuddin Azim
Ghazal
Muslim Shahzad
Ghazal
sar-e-ihaata-e-Gam raat bhar sa.nvarnaa thaa
tirii judaa.ii me.n kaar-e-hunar bhii karnaa thaa