SEARCH RESULTS
Showing search results for "baKHto.n"
Ghazal MATCHES FOR "baKHto.n"
Ghazal
siyaah-baKHto.n ko yuu.n baaG se nikaal ai charKH
ki chaar phuul to daaman me.n ho.n sipar kii tarah
Meer Anees
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
ab KHvaab me.n ham us kii suurat ko hai.n taraste
ai aarzuu hu.aa kyaa baKHto.n kii yaavarii ko
Khan Arzoo Sirajuddin Ali
Ghazal
sabz mausam kaa pata jin se milaa kartaa thaa
tiira-baKHto.n ke vahii shahr Thikaane hu.e hai.n
Asad Badayuni
Ghazal
kaisaa daur aayaa hai ham siyaah-baKHto.n ne
sabr kar ke dekhaa hai kuchh sila nahii.n miltaa
Iman Qaisrani
Ghazal
sote se naam sun ke miraa yaar jaag uThaa
baKHto.n ke khul ga.e mire be-iKHtiyaar chashm
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
shahryaaro.n se maraasim the bahut hii gahre
tiira-baKHto.n se bhii anjaan nahii.n thaa pahle
Ali Muzammil
Ghazal
ham siyah-baKHto.n ne suuraj nahii.n dekhaa barso.n
sub.h-dam aa.nkh lagii raat ko bedaar hu.e
Shahzad Ahmad
Ghazal
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Ashutosh Tiwari
Ghazal
iKHtilaafaat usii mausam-e-gul se hai.n jo 'shaad'
KHaar-baKHto.n ko kalii de ke chale jaate hai.n
Mushtaq Shad
Ghazal
gar chaah hai sarsabzii-e-baKHto.n kii divaane
atfaal ke pathraav kii baaraa.n ko pahu.nch tuu