SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahr-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "bahr-e-mohabbat"
Ghazal
phuuT niklii na rukii siine kii andar KHushbuu
mushk thaa daaG-e-mohabbat ki chhupaayaa na gayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
hai iztiraab faaqe me.n uTh baiTh bahr-e-quut
zaahid kujaa o roza kujaa o kujaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ek jalva to bhalaa aur bhii vaqt-e-ruKHsat
bahr-e-gul baad-e-bahaarii ko.ii jho.nkaa ulTaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kab taalib-e-raahat hu.e zaKHmii-e-mohabbat
marham kii jo haajat hu.ii tezaab banaayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ko.ii aadaab-e-mohabbat ko bhalaa kyaa jaa.e
zillate.n jitnii hai.n aashiq kii vo tauqiire.n hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
biimaar-e-mohabbat kii ayaadat ko na aa.e
kyaa hijr davaa thaa mujhe darmaa.n se gilaa hai
Imdad Ali Bahr
Ghazal
daaGo.n me.n us ke daaG-e-mohabbat kii buu kahaa.n
laale ke phuul ham se muqaabil hu.e to kyaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
biimaar-e-mohabbat hai.n ham taarik-e-raahat hai.n
naa-vaaqif-e-sehat hai.n darmaa.n kise kahte hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ai 'bahr' rahm khaa.egaa vo rone par zaruur
dho rakhiye apne mu.nh ko zaraa chashm-e-tar se aap
Imdad Ali Bahr
Ghazal
piir huu.n bojh mohabbat kaa uThaa.uu.n kyuu.nkar
phir javaanii ko pukaaro.n ki baruu dosh me.n aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ajab nahii.n gul-e-ruKHsaar sausanii ho jaa.e.n
bahaar-e-husn ko hai aafat-e-KHizaanii dhuup
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ta.Dap dikhaa na ise 'bahr' maahii-e-dil kii
Gazab hu.aa jo vo taar-e-nigaah shast hu.e