SEARCH RESULTS
Showing search results for "habs-e-dar-o-dil"
Ghazal MATCHES FOR "habs-e-dar-o-dil"
Ghazal
tilism-e-ism-e-mohabbat hai darpai-e-dar-e-dil
ko.ii bataa.e ab us kaa kare to kyaa kare dil
Ayub Khawar
Ghazal
Hina Rizvi
Ghazal
kitaab-e-sabz o dar-e-daastaan band kiye
vo aa.nkh so ga.ii KHvaabo.n ko arjumand kiye
Sarvat Husain
Ghazal
shariik-e-mahfil-e-daar-o-rasan kuchh aur bhii hai.n
sitamgaro abhii ahl-e-kafan kuchh aur bhii hai.n
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
kyaa KHabar is kii haqiiqat se tujhe ai zaahid
sau tajallii kaa mahal hai dar-e-kaashaana-e-ishq
Wali Kakoravi
Ghazal
mujh ko KHaak-e-dar-e-mai-KHaana banaayaa hotaa
phir usii KHaak se paimaana banaayaa hotaa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
har qadam marhala-e-daar-o-saliib aaj bhii hai
jo kabhii thaa vahii insaa.n kaa nasiib aaj bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
shart-e-diivaar-o-dar-o-baam uThaa dii hai to kyaa
qaid phir qaid hai zanjiir ba.Dhaa dii hai to kyaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
ham ne KHaak-e-dar-e-mahbuub jo chehre pe malii
qissa-e-dard chhi.Daa baat se phir baat chalii
Saba Jayasi
Ghazal
rivaayaat-e-daar-o-rasan chho.D aa.e
ham ik ishq kaa baa.nkpan chho.D aa.e
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
aatii nahii.n hai manzil-e-daar-o-rasan abhii
phir bhii chalaa huu.n baa.ndh ke sar se kafan abhii
Musavvir Karanjavi
Ghazal
Nazar Barni
Ghazal
mai.n raah-e-daar-o-rasan se guzar gayaa kaise
qubuul maslak-e-mansuur kar gayaa kaise
Firdaus Gayavi
Ghazal
dil me.n har-vaqt KHayaal-e-dar-e-jaanaana hai
ya.anii ka.abe ke muqaddar me.n sanam-KHaana hai
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
apne mansuuro.n ko is daur ne puuchhaa bhii nahii.n
pa.D gayaa raKHna saf-e-daar-o-rasan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Hanif Danish Indori
Ghazal
girne kaa bahut Dar hai ai dil na phisal jaanaa
is baam-e-mohabbat par mushkil hai sambhal jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
phir sar-e-daar-e-vafaa rasm ye Daalii jaa.e
gul ho ik sham.a to ik aur jalaa lii jaa.e
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
past rakkho apnii aavaazo.n ko varna duur tak
baat ghar kii raKHna-e-diivaar-o-dar le jaa.egaa