SEARCH RESULTS
Showing search results for "iid-e-nau-roz"
Ghazal MATCHES FOR "iid-e-nau-roz"
Ghazal
Hasrat Azimabadi
Ghazal
daur-e-nau-roz se har roz suhuulat paa kar
aadmii pahle se bhii tanhaa hu.aa jaataa hai
Saleem Figar
Ghazal
roz-e-nau-roz hai milte hai.n sabhii aapas me.n
ko.ii kartaa hai kisii par bhii itaab aaj ke din
Joshish Azimabadi
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
Mah Laqa Chanda
Ghazal
Safdar Meer
Ghazal
iid hai aur saaqii-e-nau-KHez maiKHaane me.n hai
aaj piine kaa maza pii kar bahak jaane me.n hai
Muzaffar Shikoh
Ghazal
kyaa ahd-e-nau me.n apnii pahchaan dekhtaa huu.n
aksar ba-shakl-e-insaa.n haivaan dekhtaa huu.n
Quaiser Khalid
Ghazal
ye 'ahd-e-nau ho mubaarak tujhe magar saaqii
nizaam-e-maikada abtar hai Gaur kar saaqii
Farooq Argali
Ghazal
ahd-e-nau kii siskiyo.n kaa saaz hai merii Gazal
soz me.n Duubii hu.ii aavaaz hai merii Gazal
Kumar Panipati
Ghazal
‘ahd-e-nau kii to basaarat bhii hu.ii aavaara
iid-e-nazzaara hu.aa husn kaa 'uryaa.n honaa
Abrar Kiratpuri
Ghazal
jo ahd-e-nau me.n KHamiir-e-bashar banaayaa jaa.e
sinaa.n ko haath to neze ko sar banaayaa jaa.e
Khalid Mubashshir
Ghazal
garduu.n pe mah-e-nau phir dikhlaa.ii diyaa 'maahir'
phir iid-e-mubaarak kii har-suu se sadaa aa.ii
Mahir Bilgrami
Ghazal
ahd-e-nau taariiKH-e-laa-mahduud kii baate.n kare.n
aa.o baiThe.n lamha-e-maujuud kii baate.n kare.n
Siddiq Fatahpuri
Ghazal
bahs-e-kuhan-o-nau mai.n samajhtaa nahii.n 'akbar'
jo zarra hai maujuud hai vo roz-e-azal se
Akbar Allahabadi
Ghazal
nau roz hai aur saaqii-e-kausar kaa hai ab daur
iizaa de mujhe gardish-e-dauraan samajh kar