SEARCH RESULTS
Showing search results for "iid-e-nau-roz"
Nazm MATCHES FOR "iid-e-nau-roz"
Nazm
kirae ka makan
hai.n baam-o-dar pe ye Gaarat-gar-e-hosh
bahaar-e-bistar-o-nau-roz-e-aaGosh
Qazi Ghulam Mohammad
Nazm
sal-e-nau
mubaarak ho tujhe nau-roz kaa ye din sahar jis kii
gale milne ko tujh se khol kar aaGosh aa.ii hai
Barq Dehlvi
Nazm
maut ka sal
ye ahd-e-nau kaa chalan hai yaa ye shauq tumhaaraa azalii hai
tum calender taariiKHo.n ko
Qamar Jahan Naseer
Nazm
KHak-e-dil
le ke nau-roz-e-bahaaraa.n kii KHabar aa.egii
surKH phuulo.n kaa ba.De naaz se guu.ndhe hu.e haar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
hubb-e-watan
samjhe un kii KHushii ko raahat-e-jaa.n
vaa.n jo nau-roz ho to iid ho yaa.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
har aaina ek aks-e-nau DhunDta hai
har aa.iina ik aks-e-nau Dhuu.nDtaa hai
samundar kii lahre.n ho.n yaa dasht kii an-ginat pattiyaa.n
Aziz Tamannai
Nazm
tajdid-e-amal
uTh az-sar-e-nau dahr ke haalaat badal Daal
tadbiir se taqdiir ke din-raat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
dawat-e-inqilab
insaaniyat kaa az-sar-e-nau haq adaa kare.n
phir baab-e-inqalaab-e-vatan aaj vaa kare.n
Jauhar Nizami
Nazm
iqbaal
sone vaalo.n ko payaam-e-sub.h-e-nau detii hu.ii
KHvaab kii duniyaa uThii a.ng.Daa.iyaa.n letii hu.ii
Maikash Akbarabadi
Nazm
kullu man alaiha fan
zamaana az-sar-e-nau ye gavaahii de rahaa hai
azal se taa-abad sab kuchh fanaa hai
Zahid Khan
Nazm
id aai hai
aaj ke roz se dushman bhii sagaa bhaa.ii hai
har taraf jashn-e-masarrat hai ki iid aa.ii hai
Laiq Siddiqi
Nazm
hilal-e-eid
zeb detaa hai libaas-e-nau na.e andaaz me.n
tan badan bhii hai mo.attar ye jamaal-e-eid hai
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
indimal
aur marham bhii naapaid thaa
lekin us roz dekhaa jo ik tifl-e-nau-zaa.ida kaa KHanda-e-zer-e-lab