SEARCH RESULTS
Showing search results for "maahir"
Ghazal MATCHES FOR "maahir"
Ghazal
yaad hai 'maahir' mujhe un kaa vo kahnaa yaad hai
aaj to bas raat bhar Gazle.n sunaate jaa.iye
Mahirul Qadri
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
le de ke tire daaman-e-ummiid me.n 'maahir'
ek chiiz javaanii thii javaanii bhii luTaa dii
Mahirul Qadri
Ghazal
dono.n apne kaam ke maahir dono.n ba.De zahiin
saa.np hamesha phan lahraa.e aur saperaa biin
Irfan Siddiqi
Ghazal
jo dil pe choT lagaane me.n KHuub maahir hai
ham us ke saamne apnaa kamaal kyaa rakhte
Erum Zehra
Ghazal
miraa aduu to thaa ilm-ul-kalaam kaa maahir
mire KHilaaf zamaane ko bol kar kartaa
Taimur Hasan
Ghazal
kuchh KHabar un kii bhii hai 'maahir' tumhe.n
aap to Gazle.n sunaa kar chal diye
Mahirul Qadri
Ghazal
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
jism par choT lagii ho to dikhaa.uu.n 'maahir'
dil pe jo choT lagii hai vo dikhaa.uu.n kaise
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mahirul Qadri
Ghazal
vaade kaa un ke zikr hii 'maahir' fuzuul hai
tum kyaa karoge vo agar inkaar kar ga.e