SEARCH RESULTS
Showing search results for "marg-e-shaadii-o-gam"
Ghazal MATCHES FOR "marg-e-shaadii-o-gam"
Ghazal
mire shu.uur ko aavaara kar diyaa jis ne
vo marg-e-shaadii-o-Gam hii nahii.n kuchh aur bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Nihal Lakhnavi
Ghazal
hai be-niyaaz-e-shaadii-o-Gam merii be-KHudii
ye vo chaman hai jis me.n bahaar o KHizaa.n nahii.n
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
na jaane siina-e-ehsaas par ye haat hai kis kaa
tabii.at be-niyaaz-e-shaadii-o-Gam hotii jaatii hai
Josh Malihabadi
Ghazal
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
jism-o-jaan kaa ilhaaq vaj.h-e-ranj-o-raahat hai
band-e-shaadii-o-Gam se jaan-e-paak hai aazaad
Sahir Dehlavi
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
jis KHaak-e-paa kii khoj me.n tuu thak gayaa hai 'Gam'
milnaa hai ek din isii gard-o-Gubaar me.n
Gham Bijnori
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mai.n KHud huu.n naqd magar sau udhaar sar par hai
ajab vabaal-e-Gam-e-rozgaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
talaatum-e-Gam-e-dauraa.n me.n bah ga.e patvaar
havaa ke haath me.n ham baadbaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kahaa.n ham aur kahaa.n ye lazzat-e-Gam
ye sab terii karam-farmaa.iyaa.n hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zabt-e-Gam se laakh apnii jaan par ban aa.e hai
haa.n magar ye izzat-e-saadaat to rah jaa.e hai