SEARCH RESULTS
Showing search results for "na-goyad"
Ghazal MATCHES FOR "na-goyad"
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
Hijr Moumin
Ghazal
harfo.n kii zabaanii ho bayaa.n kaise vo qissa
likkhaa na gayaa hai jo sunaayaa na gayaa hai
Gautam Rajrishi
Ghazal
ibtidaa se ye hai dastuur zamaane kaa 'nadiim'
dil ko samjhaa na gayaa dard ko jaanaa na gayaa
Nirmal Nadeem
Ghazal
hariif-e-zaat ajab the ki umr bhar KHud ko
buraa samajhte rahe par buraa kahaa na gayaa
Muzaffar Mumtaz
Ghazal
kahaa gayaa na kabhii aur kabhii sunaa na gayaa
mai.n aisaa harf huu.n jo aaj tak likhaa na gayaa
Rakhshan Hashmi
Ghazal
sar ko chaahaa bhii uThaanaa to uThaayaa na gayaa
kar ke sajda tiraa phir hosh me.n aayaa na gayaa
Afqar Mohani
Ghazal
hazaar shukr kabhii teraa aasraa na gayaa
magar ye hai dil-e-aadam ki vasvasa na gayaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
manzar-e-sub.h dikhaane use laayaa na gayaa
aatii jaatii rahii.n shaame.n ko.ii aayaa na gayaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
tamaam-umr chalaa huu.n magar chalaa na gayaa
tirii galii kii taraf ko.ii raasta na gayaa
Naqsh Layalpuri
Ghazal
dard teraa mire siine se nikaalaa na gayaa
ik muhaajir ko madiine se nikaalaa na gayaa
Ainuddin Azim
Ghazal
KHudii kaa nashsha cha.Dhaa aap me.n rahaa na gayaa
KHudaa bane the 'yagaanaa' magar banaa na gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
zabaa.n se dil kaa fasaana adaa kiyaa na gayaa
ye tarjumaa.n to banii thii magar banaa na gayaa
Ijtiba Rizvi
Ghazal
aasmaa.n mil na sakaa dhartii pe aayaa na gayaa
zindagii ham se ko.ii Thaur banaayaa na gayaa
Imran Badayuni
Ghazal
jaam khanke to sambhaalaa na gayaa dil tum se
hai abhii duur bahut zabt kii manzil tum se
Ezaz Afzal
Ghazal
labo.n tak aayaa zabaa.n se magar kahaa na gayaa
fasaana dard kaa al-muKHtasar kahaa na gayaa