SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasiim-e-sahraa"
Ghazal MATCHES FOR "nasiim-e-sahraa"
Ghazal
kyaa puuchhte ho haal-e-'nasiim'-e-jigar-afgaar
dekhaa jise KHush-vaz.a vo diivaana hai us kaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
panja-e-mehr se zohraa ne balaa.e.n le lii.n
jab 'nasiim'-e-chaman-e-shauq ne likkhaa sehraa
Nasim Maysori
Ghazal
charaaG-e-shahr nahii.n ham charaaG-e-sahraa hai.n
kise KHabar ki jale aur kise KHabar na jale
Sadique Naseem
Ghazal
Nasim Maysori
Ghazal
kyaa hii KHush-go hai 'nasiim' ahl-e-suKHan kahte hai.n
baaG-e-hind aap se mysore hu.aa KHuub hu.aa
Nasim Maysori
Ghazal
KHafaa nasiim se kitne hai.n vo ilaahii KHair
havaa bhii khaane ko shaam-o-sahar nahii.n jaate
Nasim Maysori
Ghazal
kis tarah vasl hu.aa us gul-e-zebaa se 'nasiim'
KHush-nasiibii mujhe haasil kabhii aisii to na thii
Nasim Maysori
Ghazal
na phuul jaa.o 'nasiim' un ke phuul phe.nke par
gulo.n kii mehr-o-mohabbat ko kuchh qayaam nahii.n
Nasim Maysori
Ghazal
zulf-e-gul ro ke gale mil kar jo aa.egii 'nasiim'
hogii sumbul af.ii-e-ganj-e-shahiidaan-e-bahaar
Nasim Maysori
Ghazal
Nasim Maysori
Ghazal
chaman-e-kuucha-e-jaanaa.n me.n jo hotaa mai.n 'nasiim'
Gair ko sabza-e-begaana banaayaa hotaa
Nasim Maysori
Ghazal
sadme firaaq-e-yaar ke kyaa kam hai.n ai 'nasiim'
mahshar me.n mujh ko KHauf nahii.n kuchh hisaab kaa
Nasim Maysori
Ghazal
saamaan-e-aish gar ye mayassar ho ai 'nasiim'
haT-dharmii hai zabaa.n pe jo shukr-e-KHudaa na ho
Nasim Maysori
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
TuuTaa jo fusuun-e-nigah-e-shauq to dekhaa
sahraa the jo nashshe me.n gulistaa.n nazar aa.e