SEARCH RESULTS
Showing search results for "nishaan-e-rah-guzar"
Ghazal MATCHES FOR "nishaan-e-rah-guzar"
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
ba-zid hai dil ki na.e raaste nikaale jaa.e.n
nishaan-e-rah-guzar-e-raftagaa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Ghazal
Zafar Sambhali
Ghazal
tamaasha apnaa sar-e-rah-guzar banaayaa jaa.e
jo raahzan hai use raahbar banaayaa jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
mahsuus lams jis kaa sar-e-rah-guzar kiyaa
saayaa thaa vo usii kaa jise ham-safar kiyaa
Sabir Zafar
Ghazal
ik aisaa marhala-e-rah-guzar bhii aataa hai
ko.ii fasiil-e-anaa se utar bhii aataa hai
Ummeed Fazli
Ghazal
nipTe.nge dil se ma.arka-e-rah-guzar ke ba.ad
le.nge safar kaa jaa.eza KHatm-e-safar ke ba.ad
Parvez Shahidi
Ghazal
nishaa.n qadam kaa sar-e-rah-guzar na thaa ko.ii
udhar kaa ruKH kiyaa ham ne jidhar na thaa ko.ii
Shakeb Ghausi
Ghazal
mohlat mile jo marhala-e-rah-guzar ke baa'd
le.nge safar kaa jaa.eza KHatm-e-safar ke baa'd
Bahzad Fatami
Ghazal
milaa bhii ziist me.n kyaa ranj-e-rah-guzaar se kam
so apnaa shauq-e-safar bhii nahii.n Gubaar se kam
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
mahtaab-sifat log yahaa.n KHaak-basar hai.n
ham mahv-e-tamaashaa-e-sar-e-raah-guzar hai.n
Habib Jalib
Ghazal
hariim-e-naaz kii KHalvat me.n dastaras hai kise
nazaara-haa-e-sar-e-rah-guzar kii baat karo
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
thak-haar ke har mo.D pe KHeme na lagaa.o
asbaab-e-KHam-e-raah-guzar Dhuu.nDnaa hogaa
Iqbal Aslam
Ghazal
aahista ai nasiim ki ye zindagii mirii
miltii hu.ii hai sham-e-sar-e-rah-guzaar se
Sirajuddin Zafar
Ghazal
guzarne vaalo.n ke qadmo.n se paa.emaal hu.aa
mai.n ek naqsh-e-sar-e-rah-guzaar thaa 'KHaavar'