SEARCH RESULTS
Showing search results for "saadiq"
Ghazal MATCHES FOR "saadiq"
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
aaftaab aa.e chamak kar jo sar-e-jaam-e-sharaab
rind samjhe.n ki hai saadiq sahar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
sub.h-e-saadiq mujhe matluub hai kis se maa.nguu.n
tum to bhole ho charaaGo.n se bahal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
ghulaa hai dard fazaa.o.n me.n is tarah 'saadiq'
ki jaan jaatii hai ik baar muskuraate hu.e
Ahtamam Sadiq
Ghazal
'saadiq' kii nigaaho.n ko hii Thahraav na mujrim
aa.iine har ik daur me.n hairaa.n nazar aa.e
Sadique Naseem
Ghazal
mai.n us se baat to kar luu.n ruko zaraa 'saadiq'
mire daro.n se sadaa.e.n lagaa rahaa hai ko.ii
Ahtamam Sadiq
Ghazal
pesh kar daaG agar dil pe ko.ii khaayaa ho
ishq har aashiq-e-saadiq se nishaanii maa.nge
Nushur Wahidi
Ghazal
saadiq se saalihiin se aage na ba.Dh sakaa
jo qaafila yaqiin se aage na ba.Dh sakaa
Fakhar Lala
Ghazal
din mile raat mile sub.h mile shaam mile
ishq saadiq ho to takliif me.n aaraam mile
Laiq Siddiqi
Ghazal
ishq saadiq ho to KHud.daar-numaa hotaa hai
KHizr bhii varna jo mil jaa.e to kyaa hotaa hai
Shaghil Usmani
Ghazal
kaun ye naaseh ko samjhaa.e ba-tarz-e-dil-nashii.n
ishq saadiq ho to Gam bhii be-mazaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dhuup me.n saaya mile bhii to kahaa.n se 'saadiq'
jal ga.e phuus ke chhappar ko banaate hu.e log