SEARCH RESULTS
Showing search results for "saadiq"
Nazm MATCHES FOR "saadiq"
Nazm
taj-mahal
an-ginat logo.n ne duniyaa me.n mohabbat kii hai
kaun kahtaa hai ki saadiq na the jazbe un ke
Sahir Ludhianvi
Nazm
goristan-e-shahi
chaa.ndnii phiikii hai is nazzaara-e-KHaamosh me.n
sub.h-e-saadiq so rahii hai raat kii aaGosh me.n
Allama Iqbal
Nazm
manazir-e-sahar
vo ruuh me.n anvaar-e-KHudaa sub.h vo saadiq
vo husn jise dekh ke har aa.nkh ho aashiq
Josh Malihabadi
Nazm
fard
mujh ko is raahat me.n saadiq paa kar
saare jhuuT mirii tasdiiq ko aa jaate hai.n
Majeed Amjad
Nazm
id
sub.h-e-saadiq kaa ho gayaa hai zuhuur
saarii duniyaa pe chhaa gayaa ik nuur
Hafeez Jalandhari
Nazm
bapu
tere zabaan-o-dil me.n thaa ek rabt-e-saadiq
tuu adl kaa pujaarii ruuhaaniyat kaa aashiq
Masooda Hayat
Nazm
bahadur-shah zafar
tuu bhii kyaa baat thii fitrat ko KHafaa kar detaa
sunnat-e-jaafar-o-saadiq bhii adaa kar detaa
Shamsii Meenai
Nazm
aamad-e-sal-e-nau aur bad-nasib hindi
ishq-e-vatan me.n aashiq-e-saadiq hai jaa.n-ba-lab
kyaa haal puuchhte ho Gariib-ud-dayaar kaa
Aftab Raees Panipati
Nazm
nawa-e-paira-e-kar-gah-e-shisha-gari
aise jashn-e-daavat KHvaan-e-ne.amat hai
jahaa.n us kii tuluu.a sub.h-e-saadiq sii numuud
Shafiq Fatima Shera
Nazm
tariKH yahi kahti hai
sachchaa utraa hai jab ko.ii
phir to vahii saadiq kahlaataa hai