SEARCH RESULTS
Showing search results for "tiiro.n"
Ghazal MATCHES FOR "tiiro.n"
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Garaz thii kyaa tire tiiro.n ko aab-e-paikaa.n se
magar ziyaarat-e-dil kyuu.n ki be-vuzuu karte
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
tab to mujhe kiyaa thaa tiiro.n se said apnaa
ab karte hai.n nishaana har mere ustuKHvaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
mai.n zad pe tiiro.n ke KHud aa gayaa huu.n aaj 'zafar'
tire nishaane ko aasaan kar diyaa mai.n ne
zafar iqbal zafar
Ghazal
KHaatir-nishaa.n ai said-fagan hogii kab tirii
tiiro.n ke maare meraa kaleja to chhan gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
dil ko ham laa.e the mizhgaa.n kii safe.n dikhlaane
ye na samjhe the ki tiiro.n kaa nishaanaa hogaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
roz bantaa hai ko.ii aag ke tiiro.n kaa hadaf
ret par KHuun kii zanjiir badal jaatii hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
rakhe rahegaa vo tiiro.n pe dastaras apnii
hamaare biich to KHaalii kamaan baa.nTegaa
Kahkashan Tabassum
Ghazal
kis sitamgar kaa gunahgaar huu.n allaah allaah
kis ke tiiro.n se dil-afgaar huu.n allaah allaah