SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThaa.ii.n"
Ghazal MATCHES FOR "uThaa.ii.n"
Ghazal
naaz uThaane me.n jafaa.e.n to uThaa.ii.n lekin
lutf bhii aisaa uThaayaa hai ki jii jaane hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Afroz Rizvi
Ghazal
Kanval Malik
Ghazal
mere suKHan pe tuu ne uThaa.ii.n jo u.ngliyaa.n
merii tamaam 'umr kii mehnat chalii ga.ii
Nazar Dwivedi
Ghazal
uThaa.ii.n tohmate.n ham ne jahaan-bhar kii magar
zaraa sii bhuul kii bhii tum se darguzar na hu.ii
Mushtaq Singh
Ghazal
musiibato.n ne to naahaq uThaa.ii.n takliife.n
mujhe miTaane ko meraa shabaab kaafii thaa
Fazil Ansari
Ghazal
dam-e-naz.a sar par gire koh-e-ulfat
uThaa.ii.n ba.Dii saKHtiyaa.n chalte chalte
Rasheed lakhnavi
Ghazal
hamaare naale bhii thak thak ke ab to baiTh rahe
ga.e vo din ki uThaate the aasmaa.n sar par
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
uThaa.ii.n hijr kii shab dil ne aafate.n kyaa kyaa
umiid-e-vasl me.n jhelii.n musiibate.n kyaa kyaa
Aziz Hyderabadi
Ghazal
kyaa kyaa uThaa.ii.n hijr-e-sanam me.n musiibate.n
barso.n rahaa hai aaTh pahar be-qaraar dil
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
anbaa-e-jins se jo uThaa.ii.n aziyyate.n
suurat se aadmii kii mai.n bezaar ho gayaa
Radhe Shiyam Rastogi Ahqar
Ghazal
Amar Abdabadi
Ghazal
Islam Parvez
Ghazal
kuchh kam nahii.n ye 'azmat-e-aavaargaan-e-‘ishq
duniyaa ne u.ngliyaa.n to uThaa.ii.n jidhar ga.e
Raees Rampuri
Ghazal
uThaa.ii kyuu.n na qayaamat aduu ke kuuche me.n
lihaaz aap ko vaqt-e-KHiraam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ab kii jo raah-e-mohabbat me.n uThaa.ii takliif
saKHt hotii hame.n manzil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
havaa.e.n chalii.n aur na mauje.n hii uTThii.n
ab aise bhii tuufaan aane lage hai.n