SEARCH RESULTS
Showing search results for "zahiin"
Ghazal MATCHES FOR "zahiin"
Ghazal
raahii se baat karte hai.n insaan kii tarah
kitne zahiin hai.n tire bo.e hu.e daraKHt
Varun Anand
Ghazal
maanaa ki tuu zahiin bhii hai KHuub-ruu bhii hai
tujh saa na mai.n hu.aa to bhalaa kyaa buraa hu.aa
Mohammad Alvi
Ghazal
zahiin itnii hai us se bahs to ham kar nahii.n sakte
mujhe manTo ke afsaane bilaa-naaGa sunaatii hai
Azeem Kamil
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
farebii shiirii.n ziyaada zahiin logo.n se
gurez kartaa huu.n mai.n aise tiin logo.n se
Varun Anand
Ghazal
dono.n apne kaam ke maahir dono.n ba.De zahiin
saa.np hamesha phan lahraa.e aur saperaa biin
Irfan Siddiqi
Ghazal
'shu.uur' KHud ko zahiin aadmii samajhte hai.n
ye saadgii hai to vallaah intihaa kii hai
Anwar Shuoor
Ghazal
muqaable ke na ham dushmanii ke qaabil hai.n
zahiin log hai.n bas aashiqii ke qaabil hai.n
Sabahat Urooj
Ghazal
kaj-bayaa.n Thikaano.n se duur ik KHaraabe me.n
ghar banaa ke rahtii hai ik zahiin KHaamoshii
Nazir Wahid
Ghazal
diivaangii baGair hayaat itnii talKH thii
jo shaKHs bhii zahiin thaa majzuub ho gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
zahiin aap ke dar par sadaa.e.n dete rahe
jo naa-samajh the vo dar-dar sadaa.e.n dete rahe
Varun Anand
Ghazal
zaraa sii baat pe aa.nkhe.n bhigone lagte the
hamaare jaise KHushii me.n bhii rone lagte the
Zaheen Lakhnawi
Ghazal
bahut zahiin bhii honaa vabaal-e-jaa.n hai yahaa.n
hamaare saath har ik imtihaan saKHt hu.aa
Khurshid Talab
Ghazal
KHvaab palko.n par sulagne aur bhii the
aa.nkho.n kii qismat me.n dhoke aur bhii the
Zaheen Lakhnawi
Ghazal
ba.De saliiqe se to.Daa miraa yaqiin us ne
ki naam apne hii kar lii hai sab zamiin us ne
Zia Zameer
Ghazal
us se rishta hii hamaaraa hai jhaga.Dne vaalaa
aur ye aap ke palle nahii.n pa.Dne vaalaa
Zaheen Lakhnawi
Ghazal
vo shaKHs do ko hamesha hii tiin kahtaa hai
kamaal ye bhii hai KHud ko zahiin kahtaa hai
Anis Shah Anis
Ghazal
badalte daur me.n ab to bahut hii mushkil hai
'zahiin' dil kaa kisii dil se aashnaa honaa