SEARCH RESULTS
Showing search results for "zahiin"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zahiin"
Sher
maanaa ki tuu zahiin bhii hai KHuub-ruu bhii hai
tujh saa na mai.n hu.aa to bhalaa kyaa buraa hu.aa
Mohammad Alvi
Ghazal
raahii se baat karte hai.n insaan kii tarah
kitne zahiin hai.n tire bo.e hu.e daraKHt
Varun Anand
PAGE MATCHES FOR "zahiin"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zahiin"
Ghazal
Fariha Naqvi
Sher
'shu.uur' KHud ko zahiin aadmii samajhte hai.n
ye saadgii hai to vallaah intihaa kii hai
Anwar Shuoor
Mazahiya Shayari
ustaad apnaa maan ke shaa.er machine ko
go.De.nge tracktor se Gazal kii zamiin ko
Saghar Khayyami
Ghazal
farebii shiirii.n ziyaada zahiin logo.n se
gurez kartaa huu.n mai.n aise tiin logo.n se
Varun Anand
Ghazal
dono.n apne kaam ke maahir dono.n ba.De zahiin
saa.np hamesha phan lahraa.e aur saperaa biin
Irfan Siddiqi
Ghazal
'shu.uur' KHud ko zahiin aadmii samajhte hai.n
ye saadgii hai to vallaah intihaa kii hai
Anwar Shuoor
Ghazal
muqaable ke na ham dushmanii ke qaabil hai.n
zahiin log hai.n bas aashiqii ke qaabil hai.n
Sabahat Urooj
Ghazal
kaj-bayaa.n Thikaano.n se duur ik KHaraabe me.n
ghar banaa ke rahtii hai ik zahiin KHaamoshii
Nazir Wahid
Ghazal
diivaangii baGair hayaat itnii talKH thii
jo shaKHs bhii zahiin thaa majzuub ho gayaa