SEARCH RESULTS
Showing search results for "پرستار"
Nazm MATCHES FOR "پرستار"
Nazm
hasan kuza-gar (2)
ki jazbaat kaa haatim bhii mai.n
aur ashiyaa kaa parastaar bhii mai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
taaruf
huur o Gilmaa.n kaa yahaa.n zikr nahii.n
nau-e-insaa.n kaa parastaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jawahar-lal nehru
jis ne insaano.n kii taqsiim ke sadme jhele
phir bhii insaa.n kii uKHuvvat kaa parastaar rahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
lamhon ki parastar
vo to lamho.n kii parastaar banii baiThii hai
mai.n ne chaahaa thaa use ruuh kii raahat ke liye
Qateel Shifai
Nazm
bhaarat ke musalman
tuu dard-e-mohabbat kaa talabgaar azal se
tuu mehr-o-muravvat kaa parastaar azal se
Jagan Nath Azad
Nazm
pand-nama
ai parastaar-e-mah-ruKHaan-e-jahaa.n
ai kamaa.n-daar-e-shaa.iraan-e-javaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
ba-shart-e-ustuwari
lekin ai azmat-e-insaa.n ke sunahre KHvaabo
mai.n kisii taaj kii satvat kaa parastaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
firdaus-e-zamii.n jannat-e-kashmiir yahii hai
ulfat ke payambar hai.n parastaar isii ke
Arsh Malsiyani
Nazm
andesha
gar tirii nii.nd ujaalo.n kii parastaar nahii.n
apne ehsaas pe zulfo.n kaa a.ndheraa kar le
Qateel Shifai
Nazm
huzn-e-insan
mamba-e-kaif-o-suruur
naa-rasaa aaj bhii hai shauq-e-parastaar-e-jamaal
Noon Meem Rashid
Nazm
ek nazm
tuu ne ik baar kahaa thaa mujhe tanhaa.ii me.n
pyaar daulat kaa parastaar nahii.n ho saktaa
Qateel Shifai
Nazm
aadmi
mai.n na shabnam kaa parastaar na a.ngaaro.n kaa
na KHalaa.o.n kaa talabgaar na sayyaaro.n kaa
Mustafa Zaidi
Nazm
maulana mohammad ali jauhar
vo hurriyat kaa parastaar qaum kaa rahbar
KHudaa ne qaum ko aisaa ataa kiyaa jauhar
Syeda Farhat
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
aur agar hai to phir aa tere parastaar hai.n ham
jins-e-aazaadii-e-insaa.n ke KHariidaar hai.n ham