SEARCH RESULTS
Showing search results for "ईसार"
Nazm MATCHES FOR "ईसार"
Nazm
jawab-e-shikwa
tuu samajhtaa hai ye saamaa.n hai dil-aazaarii kaa
imtihaa.n hai tire iisaar kaa KHuddaarii kaa
Allama Iqbal
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
terii majbuuriyo.n kii azmat hai
mere iisaar kii bulandii hai
Saifuddin Saif
Nazm
aurat
suurat me.n bahan kii hai chaman kaa ye hasii.n phuul
iisaar-o-mohabbat hai shab-o-roz kaa ma.amuul
Rahbar Jaunpuri
Nazm
ram
un ke liye gunaah thaa ye zulm-o-intishaar
iisaar un kaa saare jahaa.n par hai aashkaar
Rahbar Jaunpuri
Nazm
shahid bhagat-singh
zindaa.n me.n shahiido.n kaa vo sardaar aayaa
shaidaa-e-vatan paikar-e-iisaar aayaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
gandhi
ik faqiir-e-be-navaa iisaar jis kii zindagii
jis ke har qaul-o-amal me.n amn kaa paiGaam thaa
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
mohabbat diida-e-bedaar hai pindaar hai
iisaar hai
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
ek nazm
ko.ii kis dil se kahe pyaar kii raanii tujh ko
ko.ii kis tarah kahe paikar-e-iisaar tujhe
Qateel Shifai
Nazm
nai subh
azmat mehnat-o-iisaar jabiino.n se ayaa.n
zindagii kitnii dil-aavez-o-dil-aaraa hai yahaa.n
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
mahatma-gandhi
ye desh kaa thaa ektaa-vaadii leader
qurbaanii-o-iisaar ke jazbe ke tufail
Charkh Chinioti
Nazm
mohabbat ke is be-karan safar mein
shafqat, mohabbat, iisaar-o-vafaa sab tere ruup
siitaa, saavitrii, raadhaa, miiraa
Perwaiz Shaharyar
Nazm
asar paida kar
apne iisaar kaa le sang-dilo.n se badla
baat to jab hai ki patthar se guhar paidaa kar