SEARCH RESULTS
Showing search results for "गिरह"
Nazm MATCHES FOR "गिरह"
Nazm
is tarah ki baaton mein ehtiyat karte hain
chaahato.n ke rishte me.n
phir girah nahii.n lagtii
Moeen Nizami
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
ik majma-e-ra.ngii.n me.n vo ghabraa.ii hu.ii sii
baiThii hai ajab naaz se sharmaa.ii hu.ii sii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
pyar ka tohfa
jis ne har daam me.n aane me.n takalluf bartaa
le u.Dii hai use zulf-e-girah-giir ab ke
Sahir Ludhianvi
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
chand lamho.n ke liye shor uThaa Duub gayaa
kohna zanjiir-e-Gulaamii kii girah kaT na sakii
Sahir Ludhianvi
Nazm
shama
bazm-e-jahaa.n me.n me.n bhii huu.n a sham-e-dardmand
faryaad dar girah-e-sifat daana sipand
Allama Iqbal
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
aag se sahraa ke Te.Dhe re.ngne vaale
girah-aaluud zholiida daraKHt
Noon Meem Rashid
Nazm
sachcha diya
apnii pichhlii saal-girah par mai.n ye soch rahaa thaa
kitne diye jalaa.uu.n mai.n?
Akbar Hyderabadi
Nazm
adl-e-jahangiri
us kii peshaani-e-naazuk pe jo pa.Dtii thii girah
jaa ke ban jaatii thii auraaq-e-hukuumat pe shikan
Shibli Nomani
Nazm
eidi kaise baDhai jae
bachcho tumhaarii eidii kaise ba.Dhaa.ii jaa.e
ye baat bhii girah me.n paiso.n ke saath baa.ndho