SEARCH RESULTS
Showing search results for "छाए"
Nazm MATCHES FOR "छाए"
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
jab saavan baadal chhaa.e ho.n
jab phaagun phuul khilaa.e ho.n
Ibn e Insha
Nazm
parchhaiyan
phir do dil milne aa.e hai.n
phir maut kii aa.ndhii uTThii hai phir ja.ng ke baadal chhaa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
teri aawaz
raat sunsaan thii bojhal thii.n fazaa kii saa.nse.n
ruuh par chhaa.e the be-naam Gamo.n ke saa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
din ke rup mein raat kahani
kaash aa jaa.e ghaTaa chhaa.e ghaTaa aur ban jaa.e
cha.Dhte suuraj kaa zavaal
Meeraji
Nazm
husn-e-jaanan
vo aa.nkh jhapke badal de manzar
jhukaa.e nazre.n to raat chhaa.e
Ashfaq Ahmad Saim
Nazm
zanjir
chaar-suu chhaa.e hu.e zulmaat ko ab chiir jaa.o
aur is ha.ngaam-baad-aavar ko
Noon Meem Rashid
Nazm
naqqad
chhaa.e rahte hai.n jo shaa.er ke dil-e-sarshaar par
TuuT kar aate hai.n vo naGme lab-e-guftaar par
Josh Malihabadi
Nazm
aur mere aas-pas KHwab ki kaifiyat hai
saare aasmaan par baadal chhaa.e hai.n
mujhe apnaa ghar bhuul gayaa hai
Muneer Niyazi
Nazm
naya sal
rahe raaj dhartii pe ab shaantii kaa
na chhaa.e.n kahii.n jang kii ab ghaTaa.e.n
Jauhar Rahmani
Nazm
salgirah
saik.Do.n vaqt ke maare hu.e insaan bhii hai.n
saik.Do.n vaqt pe chhaa.e hu.e insaan bhii hai.n
Akhtar Payami
Nazm
baadal
chhaa.e hu.e hai.n chaar taraf paara-haa-e-abr
aaGosh me.n liye hu.e duniyaa-e-aab-o-ra.ng
Noon Meem Rashid
Nazm
aqide
be-KHatar baar-e-digar barsaa.e.n
zehn par chhaa.e hai.n kyuu.n baadal se
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
diwali
kah rahe the ye bharat jabki sirii-raam aa.e
dhuum duniyaa me.n machii nuur ke baadal chhaa.e