SEARCH RESULTS
Showing search results for "तर्जुमा"
Nazm MATCHES FOR "तर्जुमा"
Nazm
husn-e-jaanan
hazaar Gazlo.n kaa tarjumaa.n hai
vo us kaa chehra to shaa.erii hai
Ashfaq Ahmad Saim
Nazm
meri shaeri
miraa sher iKHlaas kaa tarjumaa.n hai
marii shaa.erii dost-daaro.n kii duniyaa
Hafeez Jalandhari
Nazm
tumhaari aankhen shararti hain
ye raaz bhii apnii tarjumaa.n bhii
riyaasat-e-husn-o-ishq kii hai.n
Muzaffar Warsi
Nazm
tarana-e-urdu
vallaah kyaa zabaa.n hai urdu zabaa.n hamaarii
fitrat kii tarjumaa.n hai urdu zabaa.n hamaarii
Shatir Hakeemi
Nazm
arz-e-watan
usuul-e-mohabbat ke ham tarjumaa.n
KHuluus-o-mohabbat ke ham paasbaa.n
Arsh Malsiyani
Nazm
anar-kali
apne kaano.n se dilo.n ke tarjumaa.n alfaaz kaa
suurat goyaa se ba.Dh kar hai suKHan-andaaz kaa
Yusuf Zafar
Nazm
hujum haT nahin raha
zaraa sii nazm khii.nch luu.n
muhaafizo.n kaa tarjumaa.n du'aa-e-KHair me.n magan
Adnan Mohsin
Nazm
KHwab
kisii sahiife kii tafsiir tarjuma tiraa jism
kisii qadiim qalam se likhaa hu.aa tiraa ism
Sadiya Safdar Saadi
Nazm
qasida kya hai
sinf hai ik puraanii qasiida miyaa.n
KHaas aur aam kii hai ye KHud tarjumaa.n
Hafiz Karnataki
Nazm
bhagwan-kirshn
ziist kaa tarjumaa.n hai meraa kirshn
ya.anii jaan-e-jahaa.n hai meraa kirshn
Charkh Chinioti
Nazm
aaKHri sadi ke moD par
khulii hu.ii fazaa me.n raakh bhar ga.ii
rafaaqato.n kaa tarjumaa.n thaa jo lahuu
Qaisarul Jafri
Nazm
simiya
tumhe.n jo sochuu.n to lafz sochuu.n
jo lafz sochuu.n to aise paikar kaa tarjumaa.n
Salman Ansari
Nazm
doctor ram babu saksena
phir yahii taariiKH hindii tarjuma ho kar chhapii
Gair mulko.n me.n bhii is taaliif kaa hai ehtiraam