SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़लसफ़े"
Nazm MATCHES FOR "फ़लसफ़े"
Nazm
ai sharif insano
amn jamhuur kii KHushii ke liye
jang jango.n ke falsafe ke KHilaaf
Sahir Ludhianvi
Nazm
bahut ghuTan hai
vo falsafe jo har ik aastaa.n ke dushman the
amal me.n aa.e to KHud vaqf-e-aastaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
magar haTe hai.n kahii.n jabr aur tashaddud miTe
vo falsafe ki jilaa de ga.e dimaaGo.n ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
nanak
aashkaar us ne kiyaa jo zindagii kaa raaz thaa
hind ko lekin KHayaalii falsafe par naaz thaa
Allama Iqbal
Nazm
namrud ki KHudai
ye qudsiyo.n kii zamii.n
jahaa.n falsafii ne dekhaa thaa, apne KHvaab-e-sahar-gahii me.n
Noon Meem Rashid
Nazm
hum ki hero nahin
dard ko falsafe kii lorii dii
zaKHm par shaa.irii kaa phaahaa rakkhaa
Jawayd Anwar
Nazm
dar-madh-am
naa vaqt falsafe kaa pa.Dhaane lagaa sabaq
sab mahv-e-aam aur tuu mahv-e-kalaam hai
Khalid Mahmood
Nazm
mirza-ghaalib
falsafe kii KHuubsuurat tarjumaanii tuu ne kii
dasht-e-huu me.n aa.nsu.o.n se baaGbaanii tuu ne kii
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
mera KHwab thin jo mohabbaten
hai ham ko malaal kyaa
mujhe vasl-e-yaar ke falsafe pe yaqiin hai
Fauziya rabab
Nazm
pyara watan hamara
'paatanjalii' ko paidaa jis mulk ne kiyaa thaa
aalam ne falsafe kaa jin se sabaq liyaa thaa
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
hum ko aagahi na do
ham to jiine ke liye falsafe bante rahte hai.n
ham to jiine ke liye sayyaare Dhuu.nDte rahte hai.n
Maryam Tasleem Kiyani
Nazm
munkir ka KHauf
hame.n achchhe bure ke falsafe kii aa.D me.n
ham se chhupaane par
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
mohabbat
jaa.ez-o-naa-jaa.ez ke falsafe kaa asaa thaame
javaaz-e-had-o-be-had kii diivaar sajaa.e