SEARCH RESULTS
Showing search results for "बंदगी"
Nazm MATCHES FOR "बंदगी"
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n tasbiih us maballiG kii
jo bandagii kaa bhii har dam hisaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
raqs
bandagii se is dar o diivaar kii
ho chukii hai.n KHvaahishe.n be-soz-o-ra.ng o naa-tavaa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
bandagii yuu.n to hai insaan kii fitrat lekin
naaz jis pe kare.n sajde vo jabii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
tarana-e-reKHta
ma.ashuuq bandagii hai ma.ashuuq hii KHudaa hai
mandir kii ghanTiyo.n me.n bole azaa.n kaa jaaduu
Farhat Ehsas
Nazm
farogh farruKH-zad ke liye ek nazm
to taamiil-e-bandagii ho
kahaa.n pe sar aur kahaa.n pe dastaar utaarnaa ahsan-ul-amal hai
Parveen Shakir
Nazm
chhabbis january
aaKHir ham ne badal lii.n taqdiire.n
to.D kar bandagii kii zanjiire.n
Adil Jafari
Nazm
gandhi
jis kaa har iqdaam goyaa aafiyat-anjaam thaa
jis kii duniyaa bandagii bhagTii suruur-e-jaavedaa.n
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
shahid-e-watan
bandagii ko qaid se aazaad hote dekhiye
par-shikasta said ko sayyaad hote dekhiye
Josh Malsiani
Nazm
agar yahi hai shaeri to shaeri haram hai!
jamaal-e-yaar-o-juu.ebaar-o-jaam par nigaah hai
ba-naam-e-bandagii butaan-e-baam par nigaah hai
Mohsin Bhopali
Nazm
hawa chali
bando.n ko chaahiye ki kare.n bandagii adaa
us kii ki jis ke hukm se chaltii hai ye sadaa
Ismail Merathi
Nazm
naqsh-e-pa
hazaar baar chaahtaa huu.n bandisho.n ko to.D duu.n
magar ye aahanii rasan ye halqa-haa-e-bandagii
Akhtarul Iman
Nazm
mulaqaten nahin phir bhi mulaqaten
mujassam bandagii zaKHmii tamaashe ke nishaane par
kabhii sahme hu.e KHvaahish kii
Ain Tabish
Nazm
ajab tha dasht-e-bala ka manzar
tumhaare jazbo.n tumhaare pindaar-e-bandagii ko
magar ye kyaa inqalaab aayaa