SEARCH RESULTS
Showing search results for "शर्मिंदा-ए-मरहम"
Nazm MATCHES FOR "शर्मिंदा-ए-मरहम"
Nazm
aalam kitne
kitne Gunche hai.n jigar-chaak gulistaa.n me.n abhii
har taraf zaKHm hai.n be-minnat-e-marham kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHizr-e-rah
baaGbaan-e-chaara-farmaa se ye kahtii hai bahaar
zaKHm-e-gul ke vaaste tadbiir-e-marham kab talak
Allama Iqbal
Nazm
KHalish
kitne parde me.n gunahgaar hu.aa karte the
har jaraahat ke liye nusKHa-e-marham hotaa
Rizwanullah
Nazm
surur
teraa joban ki jo sharminda-e-sad-fitna hai
sukr ye tere huzuurii kaa bayaa.n kaise ho
Akhlaq Ahmad Ahan
Nazm
KHwab ki shelf par dhari nazm
adhuure KHvaab bhii mere
kitne sharminda-e-ta.abiir hu.e
Sabeen Ali
Nazm
jo hum pe guzri
sham.a-e-be-nuur yaqii.n taa-ba-sahar jaltii hai
ziist sharminda-e-saahab-nazaraa.n aaj bhii hai
Muslim Shameem
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
magar ye zaKHm ye marham bhii kam nahii.n shaayad
ki ham hai.n ek zamii.n par aur ik zamaane me.n
Jaun Eliya
Nazm
yaksui
vo hasii.n ahd jo sharminda-e-iifaa na hu.aa
us hasii.n ahd kaa mafhuum jataatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
girya-e-sarshaar se buniyaad-e-jaa.n paa.inda hai
dard ke irfaa.n se aql-e-sa.ng-dil sharminda hai
Allama Iqbal
Nazm
shikwa
mushkile.n ummat-e-marhuum kii aasaa.n kar de
mor-e-be-maaya ko ham-dosh-e-sulaimaa.n kar de
Allama Iqbal
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
shirvaanii-e-maKHduum kii jaagiir na Dhuu.nDo
shirvaanii-e-marhuum kii jaagiir na Dhuu.nDo