SEARCH RESULTS
Showing search results for "सय्यार"
Nazm MATCHES FOR "सय्यार"
Nazm
asli naqli
zamii.n to zamii.n aasmaa.n pe bhii ab to
savaabit hai.n aslii na sayyaar aslii
Najma Jafari
Nazm
nazm
meraa ye sayyaal dukh aur mere sadme
tere badan ke in jiite sayyaar sumo.n me.n
Sarmad Sahbai
Nazm
sailani ruh
terii dhartii tiraa ye mohalla kushaada rahe
tere sayyaar kii saarii galiyo.n me.n raunaq rahe
Irfan Shahood
Nazm
wa saKHKara lakum ma-fissamawati wa ma-fil-arz
KHutuut-e-dil-rubaa aise
ki sayyaar-o-savaabit kii hado.n ko naaptaa rahrau
Qamar Jahan Naseer
Nazm
jawab-e-shikwa
piir-e-garduu.n ne kahaa sun ke kahii.n hai ko.ii
bole sayyaare sar-e-arsh-e-barii.n hai ko.ii
Allama Iqbal
Nazm
mere hamdam mere dost!
aamad-e-sub.h ke, mahtaab ke, sayyaaro.n ke giit
tujh se mai.n husn-o-mohabbat kii hikaayaat kahuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadha kamra
hiir sayyaal ke kamro.n me.n chale chalte hai.n
sartre se isti.aara milte hii
Sara Shagufta
Nazm
apni malka-e-suKHan se
hushyaar is liye huu.n ki mai-KHvaar huu.n tiraa
sayyaad-e-sher huu.n ki giraftaar huu.n tiraa
Josh Malihabadi
Nazm
himala
chashma-e-daaman tiraa aa.iina-e-sayyaal hai
daaman-e-mauj-e-havaa jis ke liye ruumaal hai
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
ai sip.har-e-barii.n ke sayyaaro
ai fazaa-e-zamii.n ke gul-zaaro
Altaf Hussain Hali
Nazm
mulaqat
sayyaad ne yuu.nhii to qafas me.n nahii.n Daalaa
mash.huur gulistaa.n me.n bahut merii fuGaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
buniyaad kuchh to ho
maqtal me.n kuchh to rang jame jashn-e-raqs kaa
ra.ngii.n lahuu se panja-e-sayyaad kuchh to ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
aise sayyaah kii nazro.n me.n khupe kyaa ye samaa.n
jis ko farhaad kii qismat kaa KHayaal aa jaa.e