SEARCH RESULTS
Showing search results for "सालार"
Nazm MATCHES FOR "सालार"
Nazm
tarana-e-milli
saalaar-e-kaarvaa.n hai miir-e-hijaaz apnaa
is naam se hai baaqii aaraam-e-jaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
diwali
ahl-e-ayodhyaa kii zabaa.n par thaa ye kalaam
ham be-baso.n kaa qaafila-saalaar aa gayaa
Arsh Malsiyani
Nazm
gandhi
kaarvaan-e-hurriyat kaa rahbar-o-saalaar thaa
ye bhii hai mojiz-bayaanii us kii har tahriir kii
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
holi
ye sun ke taish me.n aa zard kaa sipah-saalaar
cha.Dh aaya fauj ko le kar safed par yak-baar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
gandhi
vo Gam bhii vatan kaa thaa Gam-KHvaar bhii
razaakaar bhii aur saalaar bhii
Arsh Malsiyani
Nazm
shauq-e-gurezan
jis ko apnii KHabar nahii.n rahtii
us ko saalaar-e-kaarvaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
diwali aai
raam kii fauj me.n har qaum ke afraad na the
kyaa hanuumaan na the fauj kii un kii saalaar
kanval Dibaivi
Nazm
shakespeare
zulmat-e-dahr kii raato.n me.n sahar-baar hai tuu
ziist ik qaafila hai qaafila-saalaar hai tuu
Jagan Nath Azad
Nazm
la bhi hai ek guman
masnad-e-adl sipah-saalaar aur taKHt me.n ham-fikrii hai
ek hai ''mullaa-qavii''
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
do gadhe
aaj mai.n hii qaafila-saalaar huu.n
aur saarii fauj kaa sardaar huu.n
Ghulam Khwaja Moinuddin Yateem
Nazm
ilm
paa.nv ke chhaale ko rahvaar banaa detaa hai
ik tahii-dast ko saalaar banaa detaa hai
Daud Ghazi
Nazm
shri lal bahadur shastari wazir-e-azam hind
hind hai is qaafile kaa rahnumaa
kaarvaa.n-saalaar miir-e-kaarvaa.n
Talib Chakwali
Nazm
ek tha raja
diyaa hukm faujo.n kaa saalaar aa.e
police aa ke chi.Diyaa pe golii chalaa.e