SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुवैदा"
Nazm MATCHES FOR "हुवैदा"
Nazm
apni malka-e-suKHan se
in sab ke imtizaaj se paidaa hu.ii hai tuu
kitne hasii.n ufuq se huvaidaa hu.ii hai tuu
Josh Malihabadi
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
kashish kaa raaz huvaidaa kiyaa zamaane par
lagaa ke aa.iina-e-aql-e-duur-bii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
but-saz
tab kahii.n surKHii-e-ruKHsaar huvaidaa hogii
mai.n ne tayyaar kiyaa KHaak-e-kavaakib se KHamiir
Akhtar Usman
Nazm
achchhi kitab
is ke jalve se huvaidaa ma.arifat kii daulate.n
nuur se is ke hu.aa insaan kaa irfaa.n hame.n
Ata Abidi
Nazm
likhna jo chahta tha
ban jaa.e jis se merii bhii qismat na.ii na.ii
aa.iina-e-jamaal-e-huvaidaa ko kyaa hu.aa
Khaleel Mamoon
Nazm
mujhe sharminda rakhte hain
huvaidaa kar ke chho.De.nge alal-ailaan kah de.nge
ki mere baap aise the mire ustaaz aise the
Abu Bakr Abbad
Nazm
sair-e-kashmir ka ek tassur
har shai se huvaidaa hai jhalak husn-e-azal kii
zarra hai ki taara hai shaguufa hai ki hai sa.ng
Jagan Nath Azad
Nazm
naya janm
mire jism-o-jaa.n me.n utartii chalii jaa rahii hai
ik KHalaa mere andar huvaidaa hu.aa hai
Shehzad Anjum Burhani
Nazm
hamara pyara watan
manzar yahaa.n huvaidaa kul kaa.enaat ke hai.n
dariyaa yahaa.n ke kyaa hai.n chashme hayaat ke hai.n